Islamic Blog

Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!
“Aqalmand We Log Hai Jo Khade(Standing) Aur Baithe(Sitting) Aur Lete(Slipping), Har Haal Me Allah Ta’ala Ko Yaad Kiya Karte Hain”.
– (Al Quran, Surah : Aal-E-Imran:191)
» Hadees : Rasool’Allah (Sallalahu Alaihi Wasalam) Ne Farmaya –
“Aqalmand Wo Hai Jo Maut Ko Jyadah Yaad Kare, Aur Uske Liye Behtar Taiyyari Kare”.
– (Kanzul Iman, Tohfa-E-Najat Part-9 Page-31)
» Hadees : Rasool’Allah (Sallalahu Alaihi Wasalam) Ne Farmaya –
“Allah Ta’ala Farmayega Uss Shakhs Ko Jahannam Se Nikaal Do Jis Ne Ek Din Bhi Mujhe Yaad Kiya Ya Kisi Mouke Par Bhi Mujhse Daraa”.
– (Tirmazi, Jild:2, Page:207)
» Haq Baat: Aqalmand Insan Wo Hai, Jo Khamosh Hota Hai Tou Fikr Karta Hai,
Bolta Hai Tou Zikr-e-Khuda Karta Hai, Aur Kuch Dekhta Hai Tou Ibrat Hasil Karta Hai.
» Haq Baat: Taqdeer Ke Likhe Par Kabhi Shikwa Na Kia Karo,
Kiyu Ke Tum Itne Aqalmand Nahi Jo Allah Ta’ala Ke Iraade Samajh Sako.

I am noor aqsa from india kolkata i love the islam and rules i am professional blogger and also seo expert learn islam with us.
mm