Bismillah hir-Rahman nir-Rahim.
Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Aurat se Nikaah char cheezon ki buniyaad par kiya jata hai uskey maal ki wajah se , uskey khandani sharaf ki wajah se, aur uski khubsurti ki wajah se aur uskey Deen ki wajah se , to tu Deendar (religious) aurat se nikaah karkey kaamyabi haasil kar aur aisa na karega to tere haathon ko mitti lagegi (yani baad mein tujhe nadamat hogi).
(Sahih Bukhari, 5090).
Hadith: A woman is married for four things
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu:The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said, “A woman is married for four things, i.e., her wealth, her family status, her beauty and her religion. So you should marry the religious woman (otherwise) you will be a losers.
(Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 27)
- मिसवाक के फायदे | मिस्वाक | Miswak Benefits - 9th April 2021
- BANGALORE RAMADAN TIMING 2021 - 8th April 2021
- HYDERABAD RAMADAN TIMING 2021 - 8th April 2021