Islamic Blog

Shaadi Ke Baad Pehli Raat

Shadi karna sunnat hai aur islam ka ek hissa hai. Isliye har insan ko shadi karna chahiye. Bagher kisi jaiz wajah ke agar koi shaadi nahi kar raha ya der se kar raha hai to ye islam ke khilaf hai. Jin logo ki shadi hone wali hoti hai, unme se bahut se logo ke dimaag […]

Quraan mein kaha gaya hai ke

Quraan mein kaha gaya hai ke – Tu Dekh Phir Dekh, Teri Nazar Thak Kar Wapis Aa Jayegi, Lekin Tu Apne Parwar Digar Ki Peda Ki Huwi Kisi Bhi Cheez Me Koi Galati Nahi Pa Sakega Ref Sura e Qalam Insaan Ke Jisam«Body» Me Tamaam RAGO Ki Kul Lambai Taqriban 72000 KILO Miter Hai Duniya […]

Ayatal Kursi Padhne Ke Faide

,Jo insan Har Farz Namaaz Ke Baad Aayatul Kursi padh le To Us ke Jannat Me Dakhil Hone Ke Darmiyan Sirf Maut Hai «Nasai, Ibne Habban» 2,Jo Shakhs Farz Namaaz Padhne Ke Baad Aayatul Kursi padh le Wo Dusri Namaaz Tak ALLAH Ta’ala Ki Khas Hifazat Me Rahega (Tibrani) 3,Jo Bhi Sote Waqt Aayatul Kursi […]

Dushmano se Bachne Ki Dua

dua

Hazrat Muhammad (sallallahu alyhiwasallam) Jab kisi qom se khof ya dar mehsus karte to ye dua padhte: ALLA HUMMA INNA NAJ’ALUKA FI NUHURI HIM WA NA’AUDU BIKA MIN SHURURI HIM) Tarjuma: Ae Allah ham tujh ko in dushmano k muqable me pesh karte hain aur unke burai se panah chahte he. [ABU DAWOOD:1537]

Hazrat Muhammad (sallallau alyhiwasallam) ki kuch sunnate

Allah 005

1- Har Acche Kaam Se Pahle Bismillah Sharif Padhna. 2- Kapde Ya Joote Pahante time Pahle Sidhe Taraf Se Shuru Kare Or Utarte Waqt Ulte Taraf Se. Matlab agar joote pahan rahe ho to pahle sidhe per mein pahne phir ulte per mein aur utarte time pahle ulte per se utaare phir sidhe per se. […]

Hazrat Muhammad (sallallahu alyhiwasallam) ka akhlaq (behaviour)

hadith

Hazrat Muhammad (sallallahu alyhiwasallam) jab bhi apne ghar se nikalte, raaste mein ek budiya raha karti thi, wo ghar ka saara kachra ikattha karke rakhti thi aur ye intezaar karti thi ki Hazrat Muhammad niklege to unke upar ye kachra daal dugi. Aur jab waha se Hazrat Muhammad (sallallahu alyhiwasallam) nikalte to un par wo […]

Namaz Padhne Ke Faide

(1). Har Namaz Pichli Namaz Ke Baad Hone Wale Gunah Mita Deti Hain. – (Tanbihul Gafileen)∗ (2). Namaz Se Gunaah Dhulte Hain. – (Ibne Maja)∗ (3). Namazi Ke Liye Jannat Ke Darwaze Khol Diye Jate Hain. – (Tabrani)∗ (4). Namaz Imaan Ki Alamat Hain. – (Munyatul Musalli)∗ (5). Namaz Se Rozi (income) Me Barkat Hoti […]

Apne Liye Jannat Mein Darakht (trees) Lagaiye

Hazrat Abu Huraira radi Allah Se Riwayat He Ke Wo Ek Darakht Laga Rahe The Itne Me Rasul Allah Sallallaho Alayhi Wasllam Un Ke Paas Se Guzre To Aap Sallallah Ne Farmaya Ke Aye Abu Huraira Kis Ke Liye Darakht Laga Rahe Ho????? Hazrat Abu Huraira Ne Jawab Diya Ke Apne Liye Darakht Laga Raha […]

Hazrat Muhammad (sallallahu alyhiwasallam)

13592748 147292245692917 9064121601299238483 n

Hazrat Muhammad (sallallahu alyhiwasallam) Jab Bibi Aamna Ke Pet Mein Aaye BIBI AAMNA Farmati hain.. Mere pait me aane ke baad kuch ajeeb si baaten hua karti thi. Jab mein ghar se nikalti, dhoop mein ek baadal ka tukda assman me wird hua, Main jahan jaati wo mujh per chaon (shadow) karta, Main jab bakriya […]

Hadith of the day

It was narrated from ‘Umar, meaning, from his father, his grandfather ‘Umar, that: He gave a horse in charity at the time of the Messenger of Allah (peace be upon him), then he saw its owner selling it for a low price. He went to the Prophet (peace be upon him) and asked him about […]