Islamic Blog

MAA-BAAP Ke 13 HAQ (adhikaar) Hain

muslim family

MAA-BAAP Ke 13 HAQ (adhikaar) Hain, . In Mein Se 7 Maa Baap Ki Hayaati (zinda rahte) Ke Hain or Wo Yeh Hain. . 1. Maa-baap ki izzat karna, unse kabhi badtamizi na karna, gusse se ya zor se na bolna. . 2. Maa-baap se mohabbat rakhna, is baat ka khayaal rakhna ki hamari kisi […]

Jo namaz Humne Kaza Kar di Unko kese padhen

namaz 1

Allah ne hum par 5 time ki namaz farz ki hai, agar hum ye namaz nahi padhte hain to humko gunah hota hai, aur Allah ke yaha jawab dena hoga. Wese to namaz ko uske time par hi padhna chahiye, agar namaz kisi majburi se time par na padh paae to isko baad mein padh […]

Islam Ke Hisab Se Kab Nahana (Gusul) Zaruri Ho Jata Hai

Islam Ke Hisab Se Kab Nahana (Gusul) Zaruri Ho Jata Hai

Yaha mein thoda khul kar likhuga, kyonkei ye deen (religion) ka maamla hai, isliye sharm ki zarurat nahi, kyonke sharm karoge to seekh nahi paoge. Is post ko karne ki khas wajah ye hai ke hamare bahut se bhai-bahno ko ye malum hi nahi hai ki na-paak kab ho jate hain aur paak kese hote […]

Apne Guanho Ki Maafi Maangte Raho

Beautiful Muhammad PBUH

Kai log aise hote hain jo ye samajhte hain ke humne bahut gunah kar liye hain ab to Allah humko maaf nahi karega, ab jab maaf nahi karega to baaki ki zindagi bhi aesi hi guzar lo, dozakh mein to jana hi hai. Bahut se logo ki aesi soch hoti hai, hamare page par bhi […]

Masjid mein in baato ka dhyan rakhiye

masjid

(1) Jab jamat se namaz hoti hai aur namaz ke liye saff banti hai to kuch log aage jagah hone par saff puri karne ke liye aage nahi badhte, yaad rakhiye aage ki saaf wala ka sawab zyada hai, aur piche ki saff waalo ka kam, aap jitn aage honge utna sawab zyada hoga, isliye […]

Ramzan Mein Dua Jaldi Qabool Hoti Hai

dua 2

Ramzan ke mahine mein Allah apne bando par khaas rahmat naazil karta hai aur uski duaon ko sunta hai, wese to poore ramzan mein hi duaen kubul hoti hain lekin roza iftaar karne se pahle ka jo time hota hai (yaani maghrib ki azaan se 15-20 minute pahle ye time shuru ho jaata hai) ye […]

Sehri Khane Ke Fayde

Sehri Khane Ke Fayde

Hazrat Muhammad (sallallahu alayhi wasallam) ne farmaya – farishte aur khud Allah sehri khane walo par apni rahmat farmata hai, Allah ka hum par kitna ehsaan hai ke ramzan mein hamare khane ko bhi sawab ki cheez bana diya, lekin kuch log susti ki wajah se sehri khana uthte hi nahi aur is sawab se […]

Zakaat Na Dene Ki Saza

zakat 2

Zakat islam ki 5 buniyadi baaton mein se ek baat hai, aur zakaat dena farz hai. Jo insan zakat nahi deta wo gunahgaar hai aur marne ke baad aese logo ko bahut bada azab bhugatna hoga, Jiske pass sona ya chaandi ho aur uski zakat na deta ho, aese insan ke liye kayamat ke din […]

Agar Namaz Mein Kuch Galti Ho Jaye To

namaz

Agar hum hamara pura dhyan namaz mein lagaenge to inshaAllah koi galti nahi hoti. Lekin phir bhi agar ho jaati hai to namaz ko durust karne ke liye ‘Sajda E Sahu’ kar lena chahiye, aesa kar lene se namaz sahi ho jaati hai, agar nahi kiya to namaz ko wapas padhna hoga. ‘Sajda E Sahu’ […]

That’s My Hijab!

Pink Coffee Chiffon Silk Hijab

I probably do not fit into the preconceived notion of a “rebel”.     I have no visible tattoos and minimal piercing. I do not possess a leather jacket. In fact, when most people look at me, their first thought  usually is something along the lines of “oppressed female.”   The brave individuals who have mustered the […]