Islamic Blog

SAKHAWAT

13445601 1561080054197792 8872315629715510159 n

Ek Roz Ek Shaks Hazrat Imaam Hussain Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Ki Khidmat May Haazir Hua! Arz Ki, Ki Main Kasrat-A-Aayaal Ke Bayis Be-Hadh Tangi Aur Aflaas May Hoon, Yahan Tak Ki Aaj Raat Khane Keliye Bhi Kuch Nahi! Hazrat Imaam Ali Makaam Ne Use Apne Paas Tehraya! Itne May 5 Tode Dinaaron Ke Hazrat Amir Muawiya Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu […]

Hajj karne Ka Tariqa

hajj

Hadeese Nabawi : (1) Hajj aur Umrah karne wale ALLAH ta’ala ke mehman hain. ALLAH ta’ala ne inhe bulaya ye haazir hue, unho ne sawaal kiya aur usne inhe diya. (2) Hazrte Abdullah ibne Mas’ood se riwyat hai ke Huzoor RasoolAllah sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya ‘Hajj aur Umrah mohtaaji aur gunaho ko aise […]

HAZRAT ADAM ALYEH SALAM

HAZRAT ADAM ALYEH SALAM

hokum e ilahi ke sab farishtoon ne bila azro takrar Hazrat Adam ko sajda kiya mgr iblis NE INKAR KIYA AUR BOLA MEIN ADAM SE BEHTAR HUN  BYAN E PAIDAISH: ravyan mutbar se rawayat hai ke hazrat adaM ki bayan e paidaish pe yeh ayat nazil huwi”jab ALLAH NE bani adam ko banane ka irada […]

Bulbul (Nightingale) Ki Hikayat

bulbul

» Bulbul (Nightingale) Ki Hikayat « : Hazrat-e-Sulaiman (Alaihis Salam) Ke Zamane Me Ek Shakhs Ne Hazaar(1000) Dirham Me Ek Bulbul Khareedi Jo Khub Bolti Thi. Ek Din Uske Pinjre Par Tota (Parrot) Kuch Bol Kar Udd Gaya Aur Uss Bulbul Ne Bolna Chhod Diya. Uss Shakhs Ne Hazrat Ki Khidmat Me Hazir Hokar Ye […]

Azaan Ka Jawab Kaise De ?

allah mohammed

Azaan Ka Jawab Kaise De ? Jab Azaan Ho Toh Humko Uska Jawab Dena Chahiye,Aesa Karne Se Jitna Sawab Azan Dene Wale Ko Mil Raha Hai Utna Hi Humko Bhi Milega.» Azaan Ka Jawab Iss Tarah Dijiye. Azaan : Allahhu Akbar, Allahu Akbar Jawab : Allahhu Akbar, Allahu Akbar Azaan : Allahhu Akbar, Allahu Akbar […]

*Friday Reminders – Must Read and Share *

juma

Bismillahirrahmanirrahim *Friday Reminders – Must Read and Share * 1. Al Quran : Eh Imaan walon jab jumaa ke din namaz ke liye azan di jaye to Allah ke zikr ki taraf jaldi se aa jao aur kharid wa farokht chhodh do , tumhare liye yahi baat behtar hai agar tum ilm rakhte ho Al […]

Mafhom e Hadees

allh saw

<1> Mafhom e Hadees: Jhot se Bachtay Rehna, Beshak Jhot Burrai ki taraf lay jata hay aur Burrai Jahannum ki taraf lay jaye Gi, BeShak Insan Jhot Bolta Rehta hay aur Eska Aadi ho Jata hay to ALLAH kay haan Bohat Jhota Likh Dia Jata hay (Abbo Dawood, Hadees#4989, Darja: Sahi, Kitab uL Addab, Baab: […]

Sab Rishton se Badh Kar Maa ka Rishta

islam004

●◗► Maa ka Rishta Dunya ka Haseen tareen Rishta hai aur is ka koi Ne’mul badal nahi, Lehaza Shari’ate Mutahrah ne bhi Adab o Ehteram aur Ita’at o Farmanbardari mein is Rishte ko baqi rishton se Muqaddam rakha hai. Allah’s Messenger (Sallallahu Alaihi Wasallam) said: “Allah enjoins you to treat your mother’s kindly”-three times- “Allah […]

SHAN-A-RAMDAAN (RAMDAAN KAREEM SPECIAL)

Happy EID Mubarak Images

MASLA ====== Nisab se zyada maal hai to agar ye zyadti nisab ka panchwa hissa hai to iski zakat bhi wajib hai maslan do sau chalees (240) dirham yani tirsat(63) tola chandi ho to zakat me che(6) dirham wajib yani ek(1) tola che(6) masha 7. 1/5 ratti yani bawan(52) tola che(6) masha ke baad har […]

SHAN-A-RAMAZAN (TOPIC ZAKAAT )

islam background

MASLA ====== Jo maal kisi par dain ho uski zakat kab wajib hoti hai aur ada kab wajib hai isme teen surten hai Agar dain qawi ho jaise qarz jise urf me dast garda( qarz hi ke mana me aya hai) Kehte hai aur maal e tijarat ka samaan maslan koi maal isne ba-niyat e […]