Islamic Blog

SHAN-A-RAMDAAN(TOPIC A’ITEKAF )

ramadan 2

MASLA ====== masjid me ALLAH ke liye niyat ke sath thairna A’ITEKAF hai aur iske liye musalmaan aqil aur janabat wa haiz wa nifas hona shart hai. Buloog shart nahi balki na balig jo tameez rakhta hai agar ba-niyate A’ITEKAF MASJID me thaire to ye A’ITEKAF sahi hai. Azaad hona bhi shart nahi. Lihaza gulaam […]

SHAN-A-RAMDAAN (SHAB-E-QADR SPECIAL )

islam 003

FAZILAT AUR IBADAT SHAB-A-QADR ============================= HAZRAT ANAS IBN E MALIK RADI ALLAHU TA’ALA ANHU ne farmaya: ki jab ramzan ka mahina shuru hua to NABI KAREEM SALLALLAHU TA’ALA ALAIHI WA SALLAM ne farmaya:ki ye mahina tum me aya hai.aur isme ek raat aisi hai jo hazar mahino se acchi hai to jo shaqs iski barkato […]

SHAN-A-RAMDAAN (TOPIC A’ITEKAF )

SHAN A RAMDAAN PART 8

MASLA ====== AI’TEKAF SUNNAT yani RAMDAN ki pichli das tareekhon me jo kiya jata hai usme roza shart hai lihaza agar kisi mareez ya musafir ne AI’TEKAF kiya to magar roza na rakha to sunnat ada na hui balki nafl hua. (RAHUL MUHTAAR) MASLA ====== Mannat ke AI’TEKAF me bhi roza shart hai yahan tak […]

SHAN-A-RAMDAAN(TOPIC SHAB-A-QADR )

islam 002

FAZILAT AUR IBADAT SHAB-A-QADR ============================= HADITH ====== HAZRAT AYESHA RADI ALLAHU TA’ALA ANHA ne kaha ki NABI KAREEM SALLALLAHU TA’ALA ALLAIHI WA SALLAM ne farmaya: ki Ramzan ki aakhri dahai ki phutkar rato me shab e qadr ko khojo. (Bukhari) IBADAT ====== 1:Mahe mubarak ki 23 v shab ko 4 rakat namaz 2 salam se […]

SHAN-A-RAMDAAN(TOPIC A’ITEKAF )

islam 001

MASLA ====== Moattakif ke masjid se nikalne ke do(2)ujr hai. Ek hajat e tab’ae ki masjid me puri na ho sake jaise pakhana, peshab, istinja ,wuzu aur gusl ki zarurat ho to gusl magar gusl wa wuzu me ye shart hai ke masjid me na ho sake yani koi aisi cheez na ho jisme wuzu […]

वाह रे नासमझ मुसलमान!

quran 2

क्या ईमान पाया है, चन्द आलिमों के चक्कर में अल्लाह का कलाम (क़ुरान ए पाक) को जाने अनजाने में मानने से इन्कार करना शुरू कर दिए…। जी हाँ, जहाँ तक दुनिया जानती है कुछ ज़ाहिल टाईप आलिम बड़े शान से उस हदीस के मफ़हूम जिससे रिवायत है “मुसलमानों के 73 फ़िरके होंगे” को फेमस कर […]

Madina ☪ Sharif

Quotes of Hazrat Mohammad

Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Hazrate Sayyeduna Ibne Umar رضي الله تعالٰی عنه Se Riwayat Hai Ki Nabi-E-Kareem صلی اللہ تعالي علیہ والہ وسلم Ne Farmaya :- ”Jis Se Ho Sakey Ki Woh Madina Me Marey Toh Waheen Par Marey Kyunki Jo Madina Me Marega Us Ki Mein Shafa’at Karunga.” Ref. 👉🏻Jamia Tirmizi : Eng […]

इंसान के जिस्म की कहानी

Allah Muhammad

मुर्दे को क़ब्र में रखने के बाद सबसे पहले उसका पेट और उसकी शर्मगाह ( गुप्तांग ) सड़ने लगती है । यही दो चीज़े है जिसके लिए इंसान दुनिया में सबसे ज़्यादा बेचैन रहता है । ☄☄☄☄☄☄☄☄☄ 🔷 फिर इंसान के फेफड़े सड़ते हैं जिसकी वजह से मुँह और ज़बान भी सड़ती है । ये […]

Yaum-E-SHAHADAT

Yaum E SHAHADAT

Ameer-UL-Moamenin Fateh-Khaibar Hazrat ALI AL-Murtaza Sher-E-Khuda Karramallahu Wajha’hul Kareem RadiALLAHU Ta’ala Anhu : 21 RAMZAN-UL-MUBARAK: FARMAN-E-NABI(SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM): MAIN ILM KA SHAHAR HU & ALI USKA DARWAZA HAI. (HAAKIM,J.3,S.126) ALI KE CHEHRE KO DEKHNA BHI IBAADAT HAI. (KANZUL UMMAL,J.6,S.156) AMIRUL MO’MENIN UMAR FARUK-E-AAZAM FARMATE HAI: “KAASH ! MAIN HAZRAT ALI KE SEENE KA EK BAAL […]