Islamic Blog

Awaz ke saath Aameen bolna / Saying Aameen Loudly Behind Imam

It is sunnah to say Ameen when a person finishes recitation of Surah Al-Fatihah. If he is praying alone he should say “Ameen” in silence and if he is praying with congregation behind an Imam then he should say Ameen fairly loudly when the Imam finishes saying the last verse of Surah Al-Fatihah. When saying Ameen the voice of the whole congregation should resound at the same time.
——————————-Below are the hadith Refrences for it ———————————–
Bismillah hir-Rahman nir-Rahim

Mafhum-e-Hadith: jiski Aameen farishtion ki Aameen ke saath hoti hai uskey pichey Gunaah maaf kar diye jaatey hain

Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya jab Qari ( yani Imam ) Aameen kahey to tum bhi Aamin kaho kyunki us waqt farishtey bhi Aameeen kahtey hain aur jiski Aameen farishtion ki Aameen ke saath hoti hai uskey pichey Gunaah maaf kar diye jaatey hain

Sahih Bukhari, Vol7, 6402Abu Hurirah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab Imam Ghair-il-maghdubi ‘alaihim wala-ddal-lin; kahey to tum Aamin kaho kyunki jiski Aamin farishto ki aameen ke saath mil gayee uskey tamam gunaah maaf kar diye jayengey.

Sahih Bukhari, Vol1, 782
———————————————————————-
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, “When the Imam says ‘Amin’, then you should all say ‘Amin’, for the angels say ‘Amin’ at that time, and he whose ‘Amin’ coincides with the ‘Amin’ of the angels, all his past sins will be forgiven.”

Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 411Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu : Allah’s Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, “Say Amen’ when the Imam says “Ghair-il-maghdubi ‘alaihim wala-ddal-lin; all the past sins of the person whose saying (of Amin) coincides with that of the angels, will be forgiven.

Sahih Bukhari,Vol1, Book 12, No.749

Source : shukrannallah

I am noor aqsa from india kolkata i love the islam and rules i am professional blogger and also seo expert learn islam with us.
mm