Islamic Blog

,’,’,’,’,’,’,’,’,’,’Assalamu Alaikum ‘,’,’,’,’,’,’,’,’,’,’
Dosto – Bahut se $cientis ne- Shuru me is Raaz ko Samajhna Chaha – Aur- is per Apni Apni Theyori Batayi – Lekin Woh Sahi Saabit Na Huyi
Aakhir kaar – Sabse Sahi Anumaan 1580 me “Bernard Placy” ne Lagaya
Usne Bataya> ki Kaise Samandaro ka Paani Evaporation Ho ker (Bhaap ban kar) Ooper Jama Hota Hai
Aur Phir THANDA Hoker Baadalo ki Shakal me Aata Hai – aur- Phir Wahi Baadal HAWA ki wajha se Sookhe ATMOSPHARE me Aage Barhte Rahte Hain
Phir UMAS me- Ooper ki Taraf Jama Hote Jaate Hain – Phir Unme Paani ka “Conden’sation” Hota Hai
Jisse BAARISH Hone Lagti Hai
Aur- Baadalo ke Gharsan (Ragar) se BIJLI Bhi Chamakti Hai
Phir- Baarish ka Paani – Bahta Huwa~~ Nahro, Jheelo, Jharno, Nadiyo se Aakar Milta Hai – Aur- Apni Raftaar se Bahta Huwa~Phir Waapas SAMANDER me Chala Jaata Hai
ise WATAR CYCLE (Jal chakr) Kahte Hain
Ye Chakr Lagataar Yoohi Jaari Rahta Hai
Dosto – Ab Zara Aap Gaur kijiye – ALLAH ne is Baare me QURAAN me kya Farmaya Hai
AL QURAAN > (* KYA TUM NAHI DEKHTE – KI *ALLAH* NE AASMAAN SE PAANI BARSAYA – PHIR – USKO NAHRO, CHASHMO, AUR DARIYAAO KE ROOP ME ZAMEEN PER JAARI KIYA – PHIR *WOH* US PAANI KE ZARIYE “TARHA TARHA” KE KISM KI KHETIYA NIKALTA HAI *) (Surah no 39-Aayat no 21)
Doosri Jagha ALLAH Farmate Hain
*( KYA TUM LOG DEKHTE NAHI – KI *ALLAH* HI BAADALO KO CHALATA HAI – PHIR – USKE TUKRO KO AAPAS ME JORTA HAI – PHIR UNKO SAMET KAR EK BHAARI JILD KI TARHA BANA DETA HAI – PHIR – TUM DEKHTE HO – KI USME SE BAARISH KI “BOONDE” TAPAKTI CHALI AATI HAIN – AUR *WOH* AASMAN SE OONCHE PAHARO KI BADAULAT “OLE” BARSATA HAI – PHIR JISE CHAHTA HAI – USSE NUKSAAN DETA HAI – JISE CHA’HTA HAI UNSE BACHA LETA HAI – AUR – USKI BIJLI KI CHAMAK AANKHO KO HAIRANI SE BHAR DETI HAI )* (24-41)
Dosto – is tarha ki Beshumaar Aayate QURAN me Maujood Hain – Jo is Baare me 1400 Saal pahle Hi Ek dum Sahi Khabar Deti Hain – Jise Aaj ki Science bhi Ekdum Sahi Maanti Hai
***((( $UBHAN ALLAH )))***

*Majeed detail ke Liye > QURAN ki Un Aayato ko Aap dekh sakte Hai unke Number Hain
(30-24) (23-18) (15-22) (30-48) (7-57) (13-17) (25- 48se49) (35-9) (3-34) (45-5) (50-9se11) (56-68se70) aur (67-30)

Asalam-o-alaikum , Hi i am noor saba from Jharkhand ranchi i am very passionate about blogging and websites. i loves creating and writing blogs hope you will like my post khuda hafeez Dua me yaad rakhna.
mm