*** Why a Kid Cries at birth / Bacha kyu rota hai apni paidaish par ***
“Narrated Said bin Al-Musaiyab Radiallahu anhu: Abu Huraira Radiallahu anhu said, “”I heard Allah’s Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam saying, ‘There is none born among the off-spring of Adam, but Satan touches it. A child therefore, cries loudly at the time of birth because of the touch of Satan, except Mary and her child
———————
Hazrat Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya har ek bani aadam jab paida hota hai to paidayeesh ke waqt shaitan usey chuta (touch karta) hai aur bachcha shaitan ke chuney se jor se cheekhta hai, siwaye Mariyam radi allahu anha aur isa Alaihi salam ke
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 55, No. 641
- Allah subhanahu se Magfirat aur Aafyiat manga karo kyuki - 14th June 2017
- Sajda e Tilawat ki dua - 14th June 2017
- Bewaon aur miskeenon ke kaam aaney wala - 14th June 2017