Assalamu Alaikum
Dosto-QURAAN PAK 22 Saal -2 Mah- 22 Din me NAAZIL Huwa
isme 30 Paare-14 Sajde-544 Rukoo Hain
isme*6666* Aayat -*8643*kalimaat-*323760* Haruf Hain
isme-*114* Surate – *113* BISMILLAH Hain
Ab Aap Jaante Hain -ki- Hur SURAH se Pahle BISMILLAH Zaroor Likhi Hoti Hai
Phir Aakhir (1) BISMILLAH- isme Kum Kyu Hai -114 Soorte aur113 BISMILLAH
DarasaL- Surah ANFAL aur Surah TAUBA ke Beech me BISMILLAH Nahi Hai
Wo isliye ki – HUZOOR E AKRAM (s.a.w) Per “QURAAN Pak”Thoda Thoda 22 Saal ke Arse me Utarta Hai
Jisko SAHABA kram (r.a) Apne Dilo-Dimag me HIFZ kar Lete the
Fir Jab JUNGEN Huyi- to Usme Bahut se Haafize QURAAN Sahaba kiram Shaheed Ho Gaye
To-iski Wajha se- Hazrat USMAAN Ghani (r.a ) ke Daur me QURAAN ko Ek Kitaab ki SHAKL me Likhna Shuru Kiya Gaya
kisi SAHABA ke Paas koi Surat Likhi Huyi thi – kisi ke Paas koi Surat
Woh Sab ikaththa Karke Saare Hafize QURAAN Sahaba (r.a) ko Bitha kar ye kaam Shuru Huwa
Us Waqt- Kuch SAHABA kiram ki Raye thi-ki-Surah TAUBA aur Surah ANFAAL ALag ALag Surat Hain – aur- Kuch ki Raay thi ki Yeh Ek Hi Surat Hain- Kyuki inki AAYTE ek Jaisi Hain
Fir- isliye SAHABA kiram ne Yeh Kiya – ki -inke beech me BISMILLAH Nahi Likha
Taaki Agar QAYAMAT me ALLAH ke Yaha yeh EK Surah Nikle – Tab Bhi- Woh ise Alag karne me Na Pakde Jaaye
Aur- Ager yeh Alag Alag Hain- Tab Bhi inko Alag Alag Hi Rakha
Dosto- Yeh the ALLAH ke NABI(sal lal Laho alaihe wasallam) ke Tarbiyat Yaafta SAHABA kram (r.a)
Jinke Dilon me *ALLAH* ka itna KHAUF tha – ki Kahi Unse koi GaLati Na Ho Jaye- Jo ALLAH ke Yaha Unki Pakad Aa Jaye
*ALLAH*Hum Sabhi ko SAHABA(r.a) ke Martabe ko Samajhne -aur Unse MOHABBAT karne Wala Banaye
*** (((AAMEEN summa AAMEEN))) ***
- मिसवाक के फायदे | मिस्वाक | Miswak Benefits - 9th April 2021
- BANGALORE RAMADAN TIMING 2021 - 8th April 2021
- HYDERABAD RAMADAN TIMING 2021 - 8th April 2021