Islamic Blog

Biwi se Sohbat Ke Adaab Humbistari Ke
Adaab
Mas’ala:
Shari’at Me Aurat Se Sohbat ki koi Had
Muqarrar
Nahi
Magar Itna Ho ki Aurat ki Nazar Auron ki
Taraf
Na Uthe.
(Qanoon-E-Shariat)
Hakimo Ne kaha he
Sohbat ke Faoran Baad Pani Na Piye
Isse Dama (saa’ns) ki Bimari hone ka
Khatra He
Tum me koi apni biwi ke paas jakar
dhubara jana
chahe tho wuzu karle.
Raawi:
Hazrat Abu’sayid khudri Raziallahuanhu
Mubashirat ke waqt Mard Apni Bibi ke Siwa
kisi
2sri Aurat ka Khayal Laye Toh Shakht
Gunah He
Aur Ek Tarah ka Chhoti kism ka ZINA He
(GAOS-E-AAZAM)
Mas’ala:
Mubashirat (sohbat) ke Daoran Baat karna
Maq’ruh He
Balki Bacche ke ‘GUNGE’ Ya Totle Hone ka
khatra He.
(Fatwa Razviya)
Mas’ala:
Mard Ne Aurat ki Chati Chusi Aur DUDH
Halak
Me Utar Gaya Tab Bhi Nikah Na Tuta Lekin
Jaan-Bujh ke Halak Me Lena Jaa’iz Nahi.
(DURRE MUKHTAR)
Mas’ala:
Sohbat ke waqt Mard Apni Aurat ke Pistan
(chhati) Muh Me Le Sakta He.
Ha Agar Aurat DUDH Wali Ho Toh Chusna
Nahi
Chahiye
Tum me se koi Apni Bivi Se Sohbat kare
toh Uski
Farz (sharmgah) ko Na Dekhe, Isse Aankho
ki
Roshni Khatm Ho Jaati He.
[MIMAMAZAM]
DAORANE Shohbat Aurat ki Sarmgaah
Dekhne Se
(nisyan) Bhulne ki Bimari Paida Hoti He.
(QANOON-E-SHARI’AT).
Post By:-Moulana Abrar kashmiri

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm