Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Chota bade ko salam kare
Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Nabee kareem Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya chota bade ko salam karey, guzarne wala baithne wale ko salam kare aur choti jamaat badi jamaat ko salam kare.
{Sahih Bukhari, vol 7, 6231}
Anas Bin malik Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki jab wo bachhcon ke pass se guzre to unhone bachchon ko salam kiya aur kaha ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam bhi aisa hi kiya karte the (yani bachchon ko salam karte they)
{Sahih Bukhari, Vol 7, 6247}
——————————–
English translation:
Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, “The young should greet the old, the passer by should greet the sitting one, and the small group of persons should greet the large group of persons. ”
{Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 250}
Narrated Anas bin Malik Radhi Allahu Anhu : that he passed by a group of boys and greeted them and said, “The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam used to do so.”
{Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 264}
- शब ए बारात की रात में क्या पढ़े | 2022 शब ए बरात का रोज़ा कब रखते है | - 7th March 2022
- Shab-E-Barat Ki Fazilat (शाबान बरक़त वाली रात) - 5th March 2022
- शब ए बारात की नमाज और सलामत तस्बीह (हिंदी) - 5th March 2022