ALLAH k rasool SallAllahu taala alaihi wassalam ne farmaya ki dozakh ko ek hazar sal tak dhonka (jalaya) gaya, to uski aag lal ho gayi , phir ek hazar saal tk dhonka gaya gaya to uski aag safed (white ) , phir ek hazar saal tak dhonka gaya gaya to uski aag kaali (black) ho gayi , dozakh ab kaali andhere wali hai…….. (#_tirmiz_sharif)
Ek riwayat me aaata h ki andheri raat ki tarah barik hai or dusri riwayat m aya h ki uski lapat (flame) se usme roshni nhi hoti …. #_Targib
Yani hamesa ANDHERA hi rehta hai….
Bukhari or muslim sharif ki Riwayat me hai ki Rasool Allah sallAllahu alaihi wassalam ne farmaya , TUMHARI YE aag jisko tum jalate ho Dozakh ki Aag ka sattar wa hissa hai , Sahaba n arz kiya jalane ko to yahi bhot hai….!! Apne fArmaya , Haa iske bawajood Duniya ki aag se Dozakh ki aag Garmi 69 darza badhi hui hai or Ek riwayat m hai ki Dozakhi agar duniya ki aag me jaye to unko neend aa jaye…
Kyuki Dozakh ki Aag k mukable me Duniya ki aag bhot Hi zyada Thandi hai !!…isliye usme unko Dozakh k muqable me Aaram malum hoga…..
- Allah subhanahu se Magfirat aur Aafyiat manga karo kyuki - 14th June 2017
- Sajda e Tilawat ki dua - 14th June 2017
- Bewaon aur miskeenon ke kaam aaney wala - 14th June 2017