ALLAHUMMA SALLI ALA SAYYIDINA WA MAULANA MUHAMMADIW WA ALA AALI SAYYIDINA WA MAULANA MUHAMMADIN SALAATAN TUNAJJINA BIHA MIN JAMI’IL AHWAALI WAL’AFAATI WA TAQDILANA BIHA MIN JAMI’IL HAAJAATI WATU TAHIRUNA BIHA MIN JAMI’IS SAYYI AATI WATAR FA’UNA BI HAA A’LAD DARAJAATI WATU BAL LIGHUNA BIHA AQSAL GHAAYAATI MIN JAMI’IL KHAIRAATI FIL HAYAATI WABA’DAL MAMAATI INNAKA ALA KULLI SHAY IN QADEER.
Darood Tanjeena English Translation:
O Allah! Bestow blessings upon Sayyidina Muhammad, our Master and his Family, such blessings by means of which You may relieve us of all anxieties and calamities. You may satisfy all our needs. You may clean us of all evils and thanks for which You may grant us high position and high rank and status in your presence, and You may lead us to the utmost limit of our aspirations and capacity in whatever is best in this world as well as in the world. Hereafter, as you has the full Power over everything.
Darood-e-Tanjeena ki Fazeelat.
Alama Fakhani ne Qamar Munir mi aik buzrg sheikh Mosa ka waqiya bayan kiya hy k unho ne bataya k hum aik qafly k sath aik behri jahaz mi safar kr rhe thy, k Jahaz toufan ki zad mi a gaya yeh toufan Qehr Khudawandi ban kr jahaz ko hilane lag, hum log yaqin kr baithy k chand lamhon k baad jahaz doob jai ga, aur hum luqma-e-ajal ban jain ge, ku k mulahon ne b yeh smaj liya tha k itne tand-o-taiz jahaz se koi qismat wala jahaz he bacta hy.
Iss Darood-e-Pak k aur b bhout se fazail hain aik buzurg ka kehna hai k jo skahkhs is Darood-e-Tanjeena ko subh-o-sham 10, 10 bar parhe tou Allah Tahla is se razi ho jai ga, aur Allah k qehar se nijat mile ge Allah Tahla isse buraiyon se mehfooz rakhy ga, is k Gham mitt jain ge.
Iss Darood-e-Tanjeena ki fazeelat yeh be hai k jo skahks bimari se tang a kr tabbibon aur doctron se mayoos ho gaya ho, isse chaye k is Darood-e-Pak ko kasrat se Parhay Insh Allah Bimiri ki takleef se nijat mille ge,
Is Darood Pak ki Bahut se fazail batai gai hain, Ap isse har mushkil k liye parh sakty hain, koi b mushkil darpesh aye tou yeh Darood-e-Pak 1000 martaba yaqin rakh kr parhin, Allah aap ki muskil zaroor hal farmaye ga,
- Shab E Barat Kya Hai - 5th March 2022
- Health Tips Hindi - 4th January 2021
- Ramadan Hadith - 4th January 2021