Tahajjud Ki Namaz Ki Niyat •
Ya Allah Niyat Ki Maine 2 Raqat Namaz Nafil ‘Tahajjud’ ke Namaz Waaste Allah ta’ala Ke Rukh Mera Taraf Kaba Shareef Ke. Allaho’Akbar
( Note :- Ye Zaroori Nahi Hai Ki Sureh Ikhlash Hi Padhein Quran Ki Aayat Jitna Chahein 2 Raqat Ya 4 Raqat Ki Niyat Se Padh Sakte Hain )
• Sana Padhe ;
» Aauzobillahe Minash-Shait’waan Nir Rajeem Bismillahir RahmaNir Raheem « , Sureh Fateha Ke Baad Sureh Ikhlash 1-Baar
Ab
Doosre Raqat Mein Sureh Fateha Ke Baad 2-Baar
Aise Hi Har 2 Raqat Mein Sureh Fateha Ke Baad Sureh Ikhlas
‘Isi Tarah Har Raqat Mein Sureh Badha ‘+’ Kar Ke Padhna Hai.
Example :-
(3-4)
(5-6)
(7-8)
(9-10)
(11-12)
( Note:-
Jitna Chaho Utne Raqat Ki Niyat Kar Ke Hum Namaz e ‘Tahajjud’ Adaa Kar Sakte Hain )
• Namaz Ke Baad Ho Sake Toh
Sureh ”Muzammil” Ki Tilawat Kar Lein Iske Padhne Ke Beshumaar Fazeelat Hai…
• Duniya & Aakhirat •
Ke Liye… Surah ‘( – Minas )’ Kar Ke Padhna Hai…
- Shab E Barat Kya Hai - 5th March 2022
- Health Tips Hindi - 4th January 2021
- Ramadan Hadith - 4th January 2021