Islamic Blog

ALLAH TA’ALA’ Ne Jab Dono Jahan Banaye
To Saare Farishte Ek Jagah Jamma The.
……… ……………………….. .
Farishton Ne Pucha:
‘YA ALLAH’
……… ……………………….. .
Duniya Mein Sabse Zyada Taaqatwar Cheez
Kaun si Hai.??
……… ……………………….. .
‘ALLAH’ Ne Farmaya:
Tum Log Bataao.??
……… ……………………….. .
Farishton Ne Kaha:
Shaayad Sabse Taaqatwar Cheez Patthar Banaya
Hoga..
……… ……………………….. .
‘ALLAH’ Ne Farmaya:
Patthar Ko Mera Loha Phod Deta Hai..
……… ……………………….. .
Farishton Ne Kaha:
Achcha To Loha Hoga.??
……… ……………………….. .
‘ALLAH’ Ne Farmaya:
Lohe Ko To Meri Aag Pighla Deti Hai..
……… ……………………….. .
Farishton Ne Kaha.
Achcha To Phir Aag Taaqatwar Hogi.??
……… ……………………….. .
‘ALLAH’ Ne Kaha:
Aag Ko To Mera Paani Bujha Deta Hai..
……… ……………………….. .
Farishton Ne Kaha:
‘YA ALLAH’
……… ……………………….. .
Phir Duniya Me Wo Kaun Si Aisi Chiz Hai Jo
Sabse Zyada Taaqatwar Hai.??
……… ……………………….. .
‘ALLAH’ RABBUL IZZAT Ne Farmaya:
Ek Momin Banda Apni Halaal Kamaai Se Garibon
Ko Jo ‘Sadqah’ Karta Hai..
……… ……………………….. .
Woh ‘Sadqah’ Duniya Mein Sabse Zyada
Taaqatwar Hai..

mm
Latest posts by Færhæn Ahmæd (see all)