ASSALAMUALAIKUM ..
(EK BAAR PARDHEY Mohabbat E Rasoolﷺse Mohabbat ka Wakiya)
Mere SARKAR Se Jisko Mohabbat Ho Nahi Sakti..
Use JANNAT Me Jaane Ki Ijazat Ho Nahi Sakti..
Jo Chaand Se Khele Aur Dhalte Suraj Ko TULU Kar De..
Kisi Ke Haath Me Aisi KARAMAT Ho Nahi Sakti..
Hadees e paak .
Hazrate Anas Radiyallahu Anhu Farmate Hain Ke Ek Din 1 Sahabi-e-Rasool HuzoorﷺKi Bargah-e-Aqdas Mein Hazir Huwe Aur Pucha Ya Rasool AllahﷺQayamat Kab Aayegi ??
═══════
Huzoor ﷺNe Farmaya, Aye Mere Sahaba Yeh Batao Tum Toh Mujhse Qayamat Ke Bare Mein Puch Rahe Ho, Lekin Yeh Batao Tumne Qayamat Ki Kya Taiyariyan Ki Hai ?
═══════
Sahabi-e-Rasool Farmate Hain Ke Ya Rasool Allah ﷺ Kal Jab Qayamat Ke Din Rab-E-Karim Mujhse Pucha
♥Toh Main Apni Namazein Pesh Nahi Karunga,
♥Roze Pesh Nahi Karunga,
♥Hajj Pesh Nahi Karunga,
♥Apni Ebadatein Pesh Nahi Karunga.
♥Ya Rasool AllahﷺAgar Pesh Karunga Toh Sirf Aap Ki Mohabbat Pesh Karunga.
══════════
♥Yeh Sunkar Allah Ke RasoolAllah ﷺ Muskurane Lage Aur Farmaya Ke “Jao Kehdo Logo Se Kal Qayamat Mein Woh Ussi Ke Saath Hoga Jis Se Duniya Mein Usne Sabse Zyada Mohabbat Ki Hogi !!”
════════
♥[ Musnad Ahmed Bin Hanbal [ 164 – 241 H ] : Jild 03, Pg. 104, 168, 178, Hadees no. 12032, 12738, 12846 ]
[ Imam Bukhari [ 194 – 256 H ] – Sahih Bukhari : Kitaab ul Manaqib, Jild 03, Pg. 1449, Hadees no. 3485
═════════════════════════════
♥Rasool akram ﷺ ne farmaya:
Jis ne meri sunnat se Mahabbat ki us ne MUJH se Mahabbat ki or jis ne MUJH se Mahabbat ki wo JANNAT me MERE sath hoga (Ibn-e-Asakr J-9 P-343)
══════════════════════
♥درود اس پر کہ جس کی بزم میں قسمت نہیں سوتی
♥درود اس پر کہ جس کے ذکر سے سیری نہیں ہوتی
♥سلام اس پر، جو بھوکا رہ کے اوروں کو کھلاتا تھا
♥سلام اس پر، جو امت کے لئے راتوں کو روتا تھا
♥ الصلوۃ و السلام علیك یا سیدی یا رسول الله ﷺ
♥الصلوۃ و السلام علیك یا سیدی یا حبیب الله ﷺ
♥اللهم صلي وسلم على سيدنا ونبينا محمد ﷺ
♥
♥
♥
♥
♥
♥
♥
♥
♥
♥
♥
- शब ए बारात की रात में क्या पढ़े | 2022 शब ए बरात का रोज़ा कब रखते है | - 7th March 2022
- Shab-E-Barat Ki Fazilat (शाबान बरक़त वाली रात) - 5th March 2022
- शब ए बारात की नमाज और सलामत तस्बीह (हिंदी) - 5th March 2022