Islamic Blog

Ek faqeer fruit wale ki dukan pe gaya,aur kaha ALLAH ke naam per ek ”Aam(mango)” de do…

Dukan wale ne usse ek ganda aur sadha hua Aam de diya..
phir faqeer ne usi dukan wale ko 10 rupee dia aur Aam dene ko kaha tou dukan wale ne behtareen 2 Aam usse de diye…
Faqeer bahut hairan hua…
Us ne Asman ki taraf dekha aur kaha…

YA ALLAH DEKH ISS NE TUJHE KYA DIYA AUR MUJHE KYA DIYA….

( Think about it ).

Note :
Sadqa, Zakat, Hadiya etc etc main humesha umda maal aur acchi cheezen dein, kyunki yeh aap ne Allah ki rah me diya hai.
YEH MSG CHOTA HAI PAR BHUT BADI SIKH DEGA
Hazrat Ali ne farmaya:
“Hamesha samjhota karna seekho kyunki thoda sa jhuk jana kisi rishte ka hamesha ke liye toot jaane se behtar hai..”
-Is par, Aap Sallallaahu Alaihi Wasallam ne farmaya:
“Agar jhuk jaane s tumhari izzat ghat jaye to Qayamat k din Mujhse le lena..”
Subhanallah..
NABI KARIM (Sallahu Wallaihi Wassallam) Ne Farmaya : In Mauqoon par Fauran DUA Maango.., Us Waqt DUA Radh Nahi Hogi, 1) Jab dhoop me barish ho rahi ho, 2) Jab Azaan ho rahi ho. 3) Safar ke dauran.. 4) Juma k din.. 5) Raat ko ankh khule to uss waqt.. 6) musibat k waqt.. 7) Farz namazon k baad.. AAP (Sallahu Wallaihi Wassallam) Ne farmaye: Allah uss ke chehre ko roshan karae jo hadees Sunke Aage pahunchata hai.” 1)Subhanallah 2)Alhamdulilah
3)AllahuAkbar Pehle send kardo, Kyunki jabtak koi yeh Padta Rahega, Jannat me Aap ke Naam ka Paed Lagta rahega,

Asalam-o-alaikum , Hi i am noor saba from Jharkhand ranchi i am very passionate about blogging and websites. i loves creating and writing blogs hope you will like my post khuda hafeez Dua me yaad rakhna.
mm