Islamic Blog

Rasool-e-Maqboo l (SALLALLAHU TA’AALA
ALAIHI WA SALLAM) Irshad Farmate Hain
Ki
“Apne Aapko Geebat Se Bachao, Yeh Zina Se Bhi Zyada Buri Hai”
Puchha Gaya, Yeh Zina Se Kaise Badtar
Hai?
To Aapne Farmaya, “Aadmi Zina Kar Ke
Tauba Kar Leta Hai To ALLAH TA’ALA
Qabul Farmata Hai. Magar Geebat Karne Wale Ko Jab Tak Wo
Shakhs Jiski Geebat Ki Gayi Ho, Muaaf Na
Kare, Uski Tauba Qabul Nahi Hoti!
Lihaza Har Geebat Karne Wale Ke Liye
Zaruri Hai Ki Wo ALLAH TA’ALA Ke Huzoor
Sharminda Hokar Tauba Kare Taaki ALLAH Ke Karam Se Kaamyaab Hokar Fir
Us Shakhs Se Muafi Maange Jiski Usne
Geebat Ki Thi, Taaki Geebat Ke
Andhiyaron Se Rihayi Haasil Ho!
-:[Mukashfatul Qulub: Page-143]:-
. YA ALLAH,, Ham Sabko SHIRK, ZINA,
GEEBAT, SHARAB’NOSHI, Jaise Badtareen
Gunaho Se Mehfooz Farma
(AAMEEN Summa AAMEEN)

I am noor aqsa from india kolkata i love the islam and rules i am professional blogger and also seo expert learn islam with us.
mm