Islamic Blog

Bismillahirrahmanirrahim
Hadith : Jo shaksh mooch ke baal na kaaatey wo hum mein se nahi hai

Hazrat Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya paanch baatein fitrah ( yani paidayeeshi sunnat ) hain
Khatna karna, naaf ke neechey ke baal hatana, baghal ke baal ukhadna , nakhun tarashna aur moonch ke baal qatarna.
Sunan Nisai, Vol1, 11

Hazrat Zaid bin Arqam Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jo shaksh moonch ke baal na kaaatey wo hum mein se nahi hai
Sunan Nisai, Vol1, 13 -Sahih
————————-

English Translation:
Narrated by Abu hurairah may ALLAH be pleased with him said The Prophet Peace be upon him said that Fitrah (Natural sunnah) are five: Circumcision, Shaving the pubes, plucking the armpit hairs, clipping the nails and, taking ( trimming) from the mustache. –
Sunan Nasai, Vol1, #11

Narrated by Zaid bin Arqam may ALLAH be pleased with him The Prophet Peace be upon him said: Whoever does not trim his mustache, he is not one of us.
Sunan Nasai, Vol1, 13 – Sahih

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm