Islamic Blog

1. WILADAT: 3 Zil Hijjah Baroz Budh (Wednesday)
2. Jaa E Wiladat: Makkah Mukarama
3. Paidashi Naam: Abdul Ka’aba
4. Islami Naam: Abdullah
5. Asmanoun Mein Naam: Haleem
6. Kuniat: Abu Bakr
7. Laqab: Siddiq, Ateeq
8. Pehly Musalman: Mardoun Mein Sub Sy Pehly Iman Laye. Bila Khauf O Khatar Apny Iman Ka Izhar Farmaya.
9. Khateeb E Awal: Huzoor (SallALLAHU Alaihe Wa Aalehi Wasallam) Ki Ijazat Say Islam Ka Pehla Khutba Irshad Farmaya.
10. Amanun Naas: Ikhlas Aur Dayanat Kay Silay Mein Amanun Naas Ka Khatab Mila
11. Siqiq E Akbar: Mairaj Un Nabi Ki Tasdeek Kernay Peh Siddiq E Akbar Ka Khatab Mila.
12. Hijrat: Shab E Hijrat Allah Paak Nay NABI Paak Ki Rafaqat Kay Liye Apka Intekhab Kia. Bar E Nabowat Apny Kandhoun Per Uthaya. Allah Paak Nay Apko Sahib E NABI Ka Laqab Ataa Kia. Ap Ko Yaar E Ghaar Kehlanay Ka Sharf Hasil Hua.
13. Ameer Ul Haj: 9 Hijri Mein Sarkar E Do Aalam (SallALLAHU Alaihe Wa Aalehi Wasalam) Nay Apko Ameer Ul Haj Muqarar Farmaya.
14. Wisal: Ap Nay 22 Jamad Ul Sani Baroz Somwar (Monday)
15. Madfan: Madinah Munawarah Gumbad E Khazra Hujra E Ayesha Sidiqa (RadiALLAHU Anha) Huzoor Ki Ijazat Sy Ap Kay Pehlo Mein Araam Farma Hain.

<3 <3 <3

Martaba Hazrat E Siddiq (RadiALLAHU Anhu) Kay Yeh Hay Sayed
Har Fazeelat Ko Wo Jaam’ay Hain Nabowat Kay Siwa.

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm