Riwayat No.01..
🎆HAZRAT-E-FATIMA BINTE ABDULLAH رضى الله تعالى عنه farmati hain,
🌠“Huzoor ﷺ Ki Wiladat Ke Waqt Maine Sitaaro Ko Dekha Ke Aasman Se Niche Utar Aaye Hai”
📕(MAWAHIBUL LADDUNIYA,
Jild-1,Safa-22)
⬇Riwayat No.02….
🎆HAZRAT-E-FAATIMA BINTE ABDULLAH رضى الله تعالى عنه
Farmati hain,
🌠“Huzoor ﷺ ki wiladat ke waqt maine dekha ke saara Ghar Noor se pur tha”
📚(HUJJATULLAHI ALAL AALAMIN SAFA-227)
⬇Riwayat No.03…
🎆“Aaqa ﷺ ki wiladat ke waqt aap ki walida ke pass Aasman se 4 Auratein aayi,
1⃣Hazrat HAWWA..
2⃣Hazrat SAARA..
3⃣Hazrat HAAJRA..
4⃣Hazrat AASIYA”
📚(TAFSIR-E-ALAM NASHRAH S.95)
⬇Riwayat No.04…
🎆Aap ﷺ ki wiladat ki khushi main Allah Kareem ne us din/raat Tamam Maaon ko betay ki khushi say nawaza.
✅Books References:
📕(KHASAIS UL KUBRA, Jild 1, Page 117)
📚(ANWAR E MUHAMMADIYA, Page 22)
📕(SEERAT UL HALBIA, Jild 1, Page 78)
📕(MAWAHIB UL LADDUNYA, Jild 1,)
Nisaar teri chahel pahel par hazaaro eiden Rabi’ ul awwal,
Siwa e Iblees ke sabhi to khushiyan mana rahe hain.
- मिसवाक के फायदे | मिस्वाक | Miswak Benefits - 9th April 2021
- BANGALORE RAMADAN TIMING 2021 - 8th April 2021
- HYDERABAD RAMADAN TIMING 2021 - 8th April 2021