Islamic Blog

Hazrat Essa (A.S) Apni Walida Ki Wafat K Baad
Un Ki Qabar Par Gaye.
Aap Apni Walida Hazrat Bibi Mariam (r.a) Se
Mukhatib Huwe Aur Farmaya.
Payari Ammi Jaan, Main Allah K Hukam Se
Murdon Ko Zinda Karta Hoon,
Agar Aap Hukam Dein To Main Allah Se Aap Ki
Zindagi Mangon.
Hazrat Bibi Mariam (r.a) Ne Farmaya: Dunia Aur
Iski Zindgi Buhat Khobsurat Hai, Magar Main
Maut Ki Takleef Dobara Nahi Seh Sakti. (Allah-o-
Akbar)
Ye Aik Nabi Ki Maa Ka Kehna Hai Aur Hum Jese
Gunahgaron Ki Mout Kitni Takleef Deh Ho Gi.
Aap “Sallallahualaihuwasallam ne farmaya.:
BADNSEEB hai Wo shaks Jo Waldain ki khidmat
kar K dua nahi leta Aur Logon se Kehta hai k
mere Liye dua karna
BADNSEEB hai woh shakhs jo Namaz_e_Isha nahi
Padhta Aur Dawaaon me Pursukoon Neend
talash karta hai
BADNSEEB hai wo shaks jo Fajr k waqt soya
Rehta hai aur Logon se Tangi-e-Rizq ka shikwa
karta hai.
Aur AAP “Sallallahualaihiwasallam” Ne
farmaya.”Jis Ne Meri 1,hadees suni aur doosron
tak pahuncha di to us K liye Qayamat K roz meri
shafaa’t Wajib hogi.
Forwarded As Recived
1f40b🐋 Allah Ki Qudrat –1f40b🐋
Allah wo hai jo Whale Machli 1f40b🐋ko bhi rozana
samandar mein 33 Ton (Yaani 36,960 Kg) gosht
khilata hai.
Subhan Allah, to phir hum sirf 2 roti 1f36a🍪k liye
itna
pareshan kyun hote hain.
To sirf Allah se maango jo deta hai khushi se
aur
kehta nahi kisi se.
Jo Rab se nahi maangta wo sabse maangta Hai.
Aye Allah ye bat aage pohonchane wale ko
kabhi kisi ka mohtaj na karna
(Aameen)..

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm