Islamic Blog

HADEES1f337🌷
*********
1f33a🌺Hazrat Sufiyan Sauri Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Kehte Hain Ki Hazrat Jafar Sadiq Radi-Allahu-1f339🌹•»HAZRAT-A-JAFAR KI NASIHATAIN«•1f339🌹
*******************
1f337🌷HADEES1f337🌷
*********
1f33a🌺Hazrat Sufiyan Sauri Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Kehte Hain Ki Hazrat Jafar Sadiq Radi-Allahu-Ta’aala-Anhu Ki Khidmat May Main Haazir Hua Aur Arz Ki, Aye Rasool-A-Khuda SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ke Lakhte Jigar! Mujhe Wasiyat Kijiye! Aapne Farmaya, Sufiyan! Zhoote May Muravwat Nahi Hoti, Haasidh May Khushi Nahi Hoti, Ghamgeen May Bhai-Chara Nahi Hota Aur Badh-Khulk Keliye Sardari Nahi Hoti!
1f33a🌺Maine Kaha, Aye Rasool-A-Khuda Ke Farzandh! Kuch Aur Nasihat Farmayiye! Aapne Farmaya, Aye Sufiyan! ALLAH-TA’AALA Ki Mana Ki Hui Chizon Se Ruk Ja To Aabid Hoga, ALLAH Ki Taksim Per Raazi Ho To Musalman Hoga, Jaisi Tum Logon Se Dosti Chahte Ho Tum Bhi Unke Sath Waisi Dosti Rakho Tab Tum Momin Hoge, Buron Se Dosti Na Rakh Warna Tu Bhi Bure Amal Karne Lagega,
1f33a🌺Chunanche Hadees May Hain Ki Aadmi Apne Dost Ke Tarike Per Hota Hain, Tum Yeh Dekho Ki Tumahri Dosti Kis Se Hain, Aur Apne Kaamon May Un Logon Se Mashwara Lo Jo Khuda Ka Dar Rakhte Ho!
1f33a🌺Maine Arz Kiya, Aye Rasool-A-Khuda Ke Farzandh! Kuch Aur Nasihat Kijiye! Aapne Farmaya, Jo Bagair Qabila Ke Izzat Aur Bagair Huqumat Ke Haibat Chahe Use Chahiye Ki Khuda Ki Nafarmani Ki Zillat Se Nikal Kar ALLAH Ki Farmabardari May Aajaye!
1f33a🌺Maine Kaha, Aye Rasool-A-Khuda Ke Farzandh! Kuch Aur Nasihat Farmayiye! Aapne Farmaya, Mujhe Mere Waalid Ne 3 Behtarin Adab Ki Baatain Sikhlayi Aur Farmaya, Aye Bete! Jo Buron Ki Sohbat Ikhtiyar Karta Hain, Salamat Nahi Rehta, Jo Buri Jagah Jata Hain Badhnaam Hota Hain Aur Jo Apni Zabaan Ki Hifazat Nahi Karta Sharmindgi Uthata Hain!

(Mukashfatul Kulub, Pg-344)

********************
2764 Ajaz Ahmed 2764-Anhu Ki Khidmat May Main Haazir Hua Aur Arz Ki, Aye Rasool-A-Khuda SALLALLAHU-TA’AALA-ALAIHI-WASALLAM Ke Lakhte Jigar! Mujhe Wasiyat Kijiye! Aapne Farmaya, Sufiyan! Zhoote May Muravwat Nahi Hoti, Haasidh May Khushi Nahi Hoti, Ghamgeen May Bhai-Chara Nahi Hota Aur Badh-Khulk Keliye Sardari Nahi Hoti!
1f33a🌺Maine Kaha, Aye Rasool-A-Khuda Ke Farzandh! Kuch Aur Nasihat Farmayiye! Aapne Farmaya, Aye Sufiyan! ALLAH-TA’AALA Ki Mana Ki Hui Chizon Se Ruk Ja To Aabid Hoga, ALLAH Ki Taksim Per Raazi Ho To Musalman Hoga, Jaisi Tum Logon Se Dosti Chahte Ho Tum Bhi Unke Sath Waisi Dosti Rakho Tab Tum Momin Hoge, Buron Se Dosti Na Rakh Warna Tu Bhi Bure Amal Karne Lagega,
1f33a🌺Chunanche Hadees May Hain Ki Aadmi Apne Dost Ke Tarike Per Hota Hain, Tum Yeh Dekho Ki Tumahri Dosti Kis Se Hain, Aur Apne Kaamon May Un Logon Se Mashwara Lo Jo Khuda Ka Dar Rakhte Ho!
1f33a🌺Maine Arz Kiya, Aye Rasool-A-Khuda Ke Farzandh! Kuch Aur Nasihat Kijiye! Aapne Farmaya, Jo Bagair Qabila Ke Izzat Aur Bagair Huqumat Ke Haibat Chahe Use Chahiye Ki Khuda Ki Nafarmani Ki Zillat Se Nikal Kar ALLAH Ki Farmabardari May Aajaye!
1f33a🌺Maine Kaha, Aye Rasool-A-Khuda Ke Farzandh! Kuch Aur Nasihat Farmayiye! Aapne Farmaya, Mujhe Mere Waalid Ne 3 Behtarin Adab Ki Baatain Sikhlayi Aur Farmaya, Aye Bete! Jo Buron Ki Sohbat Ikhtiyar Karta Hain, Salamat Nahi Rehta, Jo Buri Jagah Jata Hain Badhnaam Hota Hain Aur Jo Apni Zabaan Ki Hifazat Nahi Karta Sharmindgi Uthata Hain!

(Mukashfatul Kulub, Pg-344)

I am noor aqsa from india kolkata i love the islam and rules i am professional blogger and also seo expert learn islam with us.
mm