Islamic Blog

HIQAYAT1f341🍁
**********
Hazrat Khizr Alaihis Salam Ek Aise Majme May Pahuche Jahan Hadeeson Ka Tazkira Ho Raha Tha! Wahan Ek Shaks Namaz Padh Raha Tha! Hazrat Khizr Alaihis Salam Ne Usse Kaha Ki Tum Is Majme May Kyon Sharik Nahi Hote? Wo Bola Ki Batao Yeh Log Kisse Riwayatain Hadees Bayaan Kar Rahe Hain? Hazrat Khizr Alaihis Salam Ne Farmaya Sufiyaan Aujayi Wagaira Se! Kaha Ki Jo Khud ALLAH-TA’AALA Se Hadees Bayaan Kare Use Kya Zarurat Hain Ki Sufiyaan Aujayi Se Bayaan Kare! Hazrat Khizr Alaihis Salam Ne Farmaya Ki Iski Dalil Kya Hain Ki Tum Aise Ho? Kaha Ki Dalil Uski Yeh Hain Tumko Pehchanta Hoon Aur Tum Mujhko Nahi Pehchante! Tum khizr Ho! Ab Tum Batao Main Kaun Hoon?

(At-Tazkira, Hissa-2, Pg-93)

***************­******
1f33a🌺SABAK1f33a🌺
********
Khuda Ke Mukarrib Bandon Ka Ilm Bada Wasi Hota Hain! Fir Jo Shaks Huzoor SALLALLAHU-TA’A­ALA-ALAIHI-WASA­LLAM Ke Ilm Ko (Ma’aaz-Allah) Jaanwaron Ke Ilm Se Tashbih De Wo Kis Qadr Gustakh-A-Rasoo­l Hain!

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm