Islamic Blog

Abu Sa’id Khudri RadiyAllahu Anhu reported: Allah’s Messenger (Sallallahu Alaihi Wasallam) as saying: “Permission (for entering the house) should be sought three times and if permission is granted to you (then get in). otherwise go back.”

[Sahih Muslim :: Book 25 :: Hadith 5356, 5753]

Urdu Translation: Hazrat Abu Sa’id khudri RadiyAllahu Anhu se Riwayat hai ke RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshad Farmaya: “(Jab tum mein se koi kisi ke paas jaye to) Teen Martaba ijazat chahe Agar ijazat mil jaye to Andar chala jaye aur Ijazat na mile to wapas hojaye.”

[Urdu Ref :: Sahih Muslim :: Vol. 5 :: Hadith 5628]

●══════════════════◄►═════════════════●

Kisi ke Ghar ke Darwazah par jakar Ijazat Hasil karne ke Aadab

❶ Darwazah ke Samne na khade hon balke daye ya bayen janib khade hon.
❷ Salam se Ibteda karen.
❸ Ta’rruf ke liye Naam batayen (Ye na kahen ke ‘main hun’). (Sahih Muslim :: 5637) (Sahih Muslim :: Book 25 :: Hadith 5365)
❹ Teen martaba Ijazat talab karne (ya Bell bajane par) Agar jawab na Aaye to wapas hojayen.

Asalam-o-alaikum , Hi i am noor saba from Jharkhand ranchi i am very passionate about blogging and websites. i loves creating and writing blogs hope you will like my post khuda hafeez Dua me yaad rakhna.
mm