Islamic Blog

(1) Har farz namaaz ke baad
Aankho par haath rakhkar 11 martaba ‘Ya Nooru Ya Rahmānu’ padhen ke is se in sha’ Allāh aankho ki roshni achhi rehti hai.
Aur phir paishaani par haath rakhkar 11 martaba ‘Ya Qawiyyu Ya Hafeezu’ padhen ke is se yaaddaasht tez hoti hai.

(2) Duaen :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
[1] رَبِّ زدْنيِ عِلْماً
Rabbi zidnee ilmaa.

Tarjuma :
Aye Mere Rab! Mere ilm me ijaafa ata farma.

Translation :
O My Lord! Advance me in knowledge.

[2] اَللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ عِلْمًا نَافِعًا
Allāhumma inni as’aluk Ilman naafi’an.

Tarjuma :

Aye ALLĀH! Main sawaal karta hu nafa bakhsh ilm ka.

Translation :
O ALLĀH! I ask You for knowledge that is of benefit.

[3] يَا عَلِيمُ عَلِّمْنِى
Ya Aleemu Alimnee.

Tarjuma :
Aye har cheez ka ilm rakhne wale! Mujhe ilm ata farma.

Translation :
O All-Knowing! Grant me knowledge.

[4] اللَّهُمَّ لا سَهْلَ إلَّا مَا جَعَلْتَهُ سَهْلاً وَ إنْتَ تَحْعَلُ الْحزْنَ إذَا شِئْتَ سَهْ
Allāhumma la sahla illa ma ja’altu sahla, wa anta taj-alul hazna idha shi’ata sahla.

Tarjuma :
Aye ALLĀH! Kuchh aasaan nahi siwa e us ke jise tu aasaan farma de aur tu mushkil ko aasaan farma deta hai agar teri marzi ho.

Translation :
O ALLĀH! There is nothing easy except what You make easy, and You make the difficult easy if it be your will.

[5] اللَّهُمَّ انْفَعَنِىْ بِمَا عَلَّمْتَنِىْ وَ عَلِّمْنِىْ مَا يَنْفَعَنِىْ
Allāhumma infanii bimaa allamtanee wa allimnee maa yanfa-unee.

Tarjuma :
Aye ALLĀH! Tune mujhe jo ilm diya hai use mere liye nafa dene wala bana aur mujhe wo ilm ata farma jo mere liye nafa bakhsh ho.

Translation :
O ALLĀH! Make useful for me what you has taught me & teach me knowledge that will be useful for me.

[6] اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْتَوْدِعُكَ مَا قَرأتُ وَمَا حَفَظْتُ، فَرُضُهُ عَليّ عِنْدَ حَاجَتِي إِلَي
Allāhumma inni astaudiuka maa qara-atu wa ma hafaz-tu, Faradduhu alayya inda haajatee ilayhi.

Tarjuma :
Aye ALLĀH! Main amaanat ke taur par tere hawaale karta hu jo kuchh maine padha hai aur yaad kiya hai, Mujhe wo waapas karna jab mujhe is ki zaroorat ho.

Translation :
O ALLĀH! I entrust You with what I have read and I have studied. Bring it back to me when I am in need of it.

[7] صَلّىَ اللهُ عَلى مُحَمّدٍ وَآلِ مُحَمّد. اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْألُكَ يَا مُذَكِرَ الخَيْرِ وَفَاعِلَهُ وَالآمِرَ بِهِ ذَكِرّنِي مَا اَنّسَانِهِ الشّيطَان
SallAllāhu ala Muhammad wa aali Muhammad. Allāhumma inni as’aluka ya Muzakkiral khair wa faa-ilahu wal-aamira bihi zakirni ma ansaaneehshi shaitaan.

Translation :
Blessings of ALLĀH be upon Muhammad and his progeny.
O ALLĀH! I ask You, The One who mentions goodness and actualizes it and commands it, Remind me of that which the shaitaan makes me forget.

(3) Jab bhi faarig ho to kasrat se Durood shareef padhte rahen.

******************
Imtihaan ke liye jaane se pehle :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾

(1) Ye dua 7 martaba padh len :
فَإِنَّ حَسْبَكَ الله ، هُوَ الَّذِيْ أَيَّدَكَ بِنَصْرِه وَ بِالْمُءْمِنِيْنَ
Fa-inna hasbukallāh, Huwallazee ayyadak binasrihi wa bil mu’amineen.
(8 Surah al-Anfaal, Aayat 62)

(2) اللھم افتح علینا حکمتک وانشرعلینا رحمتک یا ذا الجلال والاکرام
Allāhumma-fat’h alayna hikmataka wanshur alayna rahmataka ya zal-jalaali wal ikraam.

(3) سُبْحَانَكَ لَا عِلْمَ لَنَا إِلَّا مَا عَلَّمْتَنَا ۖ إِنَّكَ أَنْتَ الْعَلِيمُ الْحَكِيمُ
Sub’hānaka laă ilma lana illa maa allamtana innaka antal aleemul hakeem.
(2 Surah al-Baqarah, Aayat 32)

******************
Imtihaan ke dauraan :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
(1) Jab Imtihaan me likhna shuru karen to pehle sab se upar Shahaadat ki ungli se ye Dua likh len :
رَبَّهُ أَنِّي مَغْلُوبٌ فَانْتَصِ
Rabbi inni maghloobun fantasir.

(2) Paper likhne ke dauraan kuchh bhool jaayen to Durood paak padhen. In sha’ ALLĀH yaad aa jaayega.

**********************
ALLĀH ta’ala us ke Habeeb sallallāhu alaihi wa sallam ke sadqe me
Sab ko Imtihaan me kaamyaabi aur tarakki ata farmae.
Aur Sab ki nek jaa’iz muraado ko puri farmae.
Aur Islaam ka bolbala farmae.
Aameen.

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm