Islamic Blog

1. Jis “Gunah” se umar kam hoti hai wo maa se “BAD-SULOOKI” hai.❇

2. Jis “Gunah” se insan par lanat hoti hai wo”JHUT”
hai.❇

3. Jis “Gunah” se duniya hi mein pakad hoti hai wo”ZULM”hai.❇

4. Jis “Gunah” se rizq tang ho jaata hai wo”ZINA”
hai.❇

5. Jis “Gunah” par parda faash ho jaata hai wo”NASHA” hai.❇

6. Jis “Gunah” se puri insaniyat tabah hoti hai wo “QATAL” hai.❇

7. Jis “Gunah” se nematein chin jaati hai wo”TAKABBUR” hai.❇

8. Jis “Gunah” se duayein qabool nahi hoti wo”HARAM-KAMAI” hai.❇

9. Jis “Gunah” se ibadatein zaaya ho jaati hai wo”BID’AT” hai.❇

10.Jis “Gunah” se jannat haraam ho jaati hai wo”SHIRK”hai.❇

Ya ALLAH ! Azwajal
Jo Gunaah humse jaane ya anjaane mein hua hai unhe maaf farma.
Beshak tu sabse bada bakhshne wala maherbaan hai..❇

Is post ko dalne aur share karne walo k tamam sagira aur kabira Gunhaow ko maaf farma..
Ameen..❇
🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿🌿
Bohat piyara msg hai
apne Doston ko
Zarur send karen,

Allah ne apne bando
pe Nemate ki jin me
3 ye he

1. Anaaj me keerey
paida kar diye,
warna log ise soney or chandi ki tarah zakheera
kar letay or log bhookey
mar jate

2. Mot ke baad murdey ke jism me badboo paida ki warna koi apne pyaaro ko dafan na karta

3. Museebat ke baad
sabar o sakoon diya
warna zindagi kabhi khushgawar na hoti

To tum apne rab ki
kon kon c naimat ko jhutlaooge.
Subhan ALLAH
INFORMATION
Kya Ap jante hain.
Quran paak ko sunnay se cancer nahi hota bulkay cancer cell agr ho to wo bhi mar jate hain.

Lambe sajde krne se zehan tez hota hai, sar dard or baal girne se bachata hai

Tashhud k douran ungli uthane se dil mazboot hota hai

Ye post Shaitan fwd karne say rokega magar ap aisa hone na dain or sab ko share kar.

Follow Quran and sunnat.
Wo konsa pani he jo Qayamat ke roz nekiyon ke saath tarazu me rakha jayega?

ANS;-Wazu ka pani.

Agar aap Kisi ko bata denge to ye sadqa-e-jaria hoga..

Asalam-o-alaikum , Hi i am noor saba from Jharkhand ranchi i am very passionate about blogging and websites. i loves creating and writing blogs hope you will like my post khuda hafeez Dua me yaad rakhna.
mm