Islamic Blog

Insha aur Fajr ki namaz ki Fazilat..{ The importance of Insha and Fajr Salaat} 266626662666
Abu Hurairah Radi-Allahu-Anh u se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaih i-Wasallam ne farmaya,
” Agar logon ko malum ho jaye ki adhan kahney aur namaz pahli saf mein parhney se kitna sawab milta hai to unkey liye Qurra dalney ke siwa aur koi chara baqi nahi rahta
aur us par wo qurra andazi hi kartey aur agar logon ko malum ho jaye ki namaz ke liye jaldi aaney mein kitnasawab hai to uskey liye ek dusrey se aagey barhney ki koshish kartey ,
aur agar logon ko malum ho jaye ki Isha aur Fajar ki namaz ka kitna sawab hai to ghaseet-tey huye ( by crawling) aana parhta to bhi aatey.”
Sahih Bukhari, Vol 1, 615
————— ————— ————— ————
Narrated Abu Huraira Radi-Allahu-Anh u Allah’s Apostle Sallallahu-Alai hi-Wasallam said,
” If the people knew the reward for pronouncing the Adhan and for standing in the first row (in congregational prayers) and found no other way to get that except by drawing lots they would draw lots,
and if they knew the reward of the Zuhr prayer (in the early moments of its stated time) they would race for it(go early) and
if they knew the reward of Isha and Fajr (morning) prayers in congregation, they would come to offer them even if they had to crawl.
Sahih Bukhari, Vol 1, Book 11, Number 589

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm