KONSE BAAL UTARNE JAIZ HAI AUR KOUNSE UTARNE JAIZ NAHI?

Sawaal- Mujhe ilm hai ke eyebrow ke baal utarne, aur chehre ke baal nochne haraam hai, lekin mujhe ilm hai ke honton ke uper wale baal utarne mumkin hain lekin jo baal sar aur eyebrow ke darmiyan ho un ka hukm kya hai? Alhamdulillah, Awwal: Baal utarne ke aitebar se ulema ne balon ko 3 […]
Logon mein mash’hoor hai ki jis ne Eid ke din fazar ki namaaz nahi padhi woh Eid ki namaaz nahi padh sakta.Kya ye baat sahi hai?

Jis ne fazar ki namaaz nahi padhi woh Eid ki namaaz padh sakta hai.Haan woh Fazar ki namaaz nahi padhega to gunah’gaar zarur hoga. Sawal No.22: Aam Logon mein ye baat mash’hoor hai ki biwi ke inteqaal ke baad shauhar us ka chehra nahi dekh sakta.Kya ye sahi hai? Jawab No.22: Ye bilkul galat hai.Sahi […]
Kuchh log takbir shuru hote hi khade ho jaate hain?Kya ye sunnat hai?

Takbir ke shuru mein khada hona sunnat nahi hai balki sunnat ke khilaaf kaam hai kyunki Huzur ﷺ ne takbir ke shuru mein khade hone se mana farmaya hai. [Sahi Bukhari,Hadith No.637.Sahi Muslim Hadith No.604.Abu’dawood,Hadith No.539] Hame chahiye ki jab takbir kehne wala “Hayy ala-ssalah” kahe jis ka maana hota hai ki Namaz ki taraf […]
JUMA”ka Naam sabse pahle kisne Rakkha , aur Juma”ke Din ko Juma”kyun kaha jaane laga?

* SAWAL : JUMA”ka Naam sabse pahle kisne Rakkha , aur Juma”ke Din ko Juma”kyun kaha jaane laga? . =>JAWAB : Juma”ka Purana Naam”Aruba”hai… Sabse pahle is Din ka Naam”Juma Ka’ab Bin Loi”ne Rakha… Aur Kayee Aqwal hain… (1) Juma”isdin ko isliye bhi kaha jaatahai ke is din Namaz ke liye Jamaato kaIjtima hota hai. […]
मुसलमान मांस क्यों खाते हैं?

सवाल :- जानवरों की हत्या एक क्रूर निर्दयतापूर्ण कार्य है तो फिर मुसलमान मांस क्यों खाते हैं ? जवाब:- शाकाहार ने अब संसार भर में एक आन्दोलन का रूप ले लिया है। बहुत से लोग तो इसको जानवरों के अधिकार से जोड़ते हैं। निस्संदेह लोगों की एक बड़ी संख्या मांसाहारी है और अन्य लोग मांस […]
Jibril alaihi salam ke kitne par (wings) hain

Sawal: Jibril alaihi salam ke kitne par (wings) hain 40 600 70 200 inmein se koi nahi F. Sahi jawab ka intezar hai ————– How many wings does Jibril alaihi salam has ? 40 600 70 200 None of the above F. I want to know Sahi Jawab 600 Ash-Shaibani radi allahu anhu ne kaha […]
Jab koi musalman ek neki krta hai

Sawal : Jab koi musalman ek neki krta hai to usko maximum kitni neki ka sawab milta hai ? 7 70 700 7000 inmein se koi nahi F. Sahi jawab ka intezar hai ——————– Quiz : If any muslim do a single good deeds, how many maximum good deeds written for him for this ? […]
Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ye dua

Sawal: Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ye dua الْحَمْدُ للهِ الَّذِي أَحْيَانَا بَعْدَ مَا أَمَاتَنَا وَإِلَيْهِ النُّشُورُ Allahumma Bismika Amutu wa Aahya kis waqt padha karte they Ghar se nikalte waqt B. Raat ko sote waqt C. Subah ko bedar hote waqt D. Khane se pahle E. inmein se koi nahi F. Sahi jawab ka intezar […]
Wo Kaunse Nabi ki qaum thi jiske liye aasaman se khana (Mann-Salwa) nazil hota tha?

Sawal: Wo Kaunse Nabi ki qaum thi jiske liye aasaman se khana (Mann-Salwa) nazil hota tha? Isa alaihi Salam ki Qaum B. Nooh Alaihi Salam ki Qaum C. Musa alaihi Salam ki Qaum D. Ibrahim Alaihi Salam ki Qaum E. inmein se koi nahi F. Sahi jawab ka intezar hai ————— Quiz: For whose nation […]
inmein se kaunse Sahaba Radi allahu anhu ka naam Quran ki aayat mein aaya hai ?

Sawal: inmein se kaunse Sahaba Radi allahu anhu ka naam Quran ki aayat mein aaya hai ? Hazrat Umar Radi allahu anhu B. Hazrat Ali Radi allahu anhu C. Hazrat Abu bakr Radi allahu anhu D. Hazrat Zaid (Bin Harith) Radi allahu anhu E. inmein se koi nahi F. Sahi jawab ka intezar hai ———————— In the Qur’an […]