Islamic Blog

Mafhum-e-Hadith: Aayat-Al-Kursi ki Fazilat

s l225 1

Bismillahirrahmanirrahim Mafhum-e-Hadith: Aayat-Al-Kursi ki Fazilat Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne mujhe Ramazan ki zakat ki hifazat par muqarrar farmaya. (raat mein) ek shakhs achanak mere paas aaya aur galley mein se uthane laga mein ne usko pakad liya aur kaha ke Allah ki kasam main tujhe […]

Beshak humne aapko kauther ata farmayee , wo kauther kya hai ?

tumblr nbuld5giLt1qapk2qo1 500

Sawal: Surah Al-kauther(108) mein Allah subhanahu ne Rasool-Allah  sallallahu alaihi wasallam se farmaya “Inna Aaataynaka Al-Kauther”  (Eh MUhammad sallallahu alaihi wasallam ) Beshak humne aapko kauther ata farmayee , wo kauther kya hai ? Jannat ka ek ghar B. jannat ki hoor C. Jannat ki ek nahar ( Hauz ) D. Jannat ki ek machli […]

wo kaunsi cheezein hain jismein Jiinnato ki rozi hoti hai ?

14650450 562825533924986 2735026302593957205 n

Sawal: Ek baar Jinno ki ek jamaat Rasool-Allah Sallallhu Alaihi Wasallam ke pass aaaye aur unse guzarish ki Aap apni ummat ko in cheezo se istinja karne se mana farma dijiye kyuki ALLAH Subhanahu ne ismein hamari Rozi rakhi hai , kya aapko malium hai wo kaunsi  cheezein hain jismein  Jiinnato ki rozi hoti hai ? Jaanwaro […]

Chheek (Sneeze) aane par agar koi Alahmdulilah kahe to uske jawab mein kya kahna chahiye?

FB IMG 14719640084374914

Sawal: Chheek (Sneeze) aane par agar koi Alahmdulilah kahe to uske jawab mein kya kahna chahiye? A. SubhanAllah B. Suma Alhamdulillah C. Yarhamukallah D.  Yahdikumallah E. inmein se koi nahi F. Sahi jawab ka intezar hai ——————- Quiz: After sneezing, If any musim say Alhamdulillah then what should the other muslim reply on this? A. SubhanAllah B. […]

Sawal: Namaz e Janaza mein kitni takbeerein hoti hain?

janaza

Sawal: Namaz e Janaza mein kitni takbeerein hoti hain? A.1 takbir B.2 takbir C.3 takbir D.4 takbir E. inmein se koi nahi F. Sahi jawab ka intezar hai —————- How many takbir are there in funeral prayer ? A.1 takbir B.2 takbir C.3 takbir D.4 takbir E. None of the above I want to know […]

Allah subhanahu ko sabse zyada kaunsa kaam pasand hai ?

14064120 595015900703001 8552438530017172774 n

Sawal : Allah subhanahu ko sabse zyada kaunsa kaam pasand hai ? Waqt par Namaz padhna B. Waqt par Zakat ada karna C. Miskeen ko khilana D. Umrah karna E. inmein se koi nahi F. Sahi jawab ka intezar hai ——————— Quiz : Which deed is loved most by ALLAH subhanahu? To offer prayers at […]

Wo kaunse sahabi they jinko ?

muhammed s.a.w

Sawal: Wo kaunse sahabi they jinko Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne apni do betiyan ( ek ki wafat ke baad dusri beti)  nikah mein di aur  isee wajah se unko Zun-nurain yani do noor wala kaha jane laga ? Hazrat Abu Bakr radi allahu anhu Hazrat Umar radi allahu anhu Hazrat Uthman radi allahu anhu Hazrat Ali […]

Quran kareem mein sirf ek hi aisee surah hai jis mein

tumblr nbuld5giLt1qapk2qo1 500

Sawal : Quran kareem mein sirf ek hi aisee surah hai jismein do baar  Bismillahirrahmanirrahim aata hai ek to shuru mein aur dusra us surah ki ek aayat mein , us surah ka kya naam hai ? Surah AL-Fatiha   Surah At-Taubah  Surah Al-Baqara  Surah An-Naml  inmein se koi nahi Sahi jawab ka intezar hai ————– Quiz […]