Islamic Blog

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith : Jin cheezo se tum ilaj karte ho agar usmein se kisi mein khair hai to wo Hijama (cupping) hai
—————-
✦ Abu Hurairah Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Jin cheezo se tum ilaj karte ho agar usmein se kisi mein khair hai to wo Hijama (cupping) hai
Sunan Abu Dawud, Jild 3,459-Sahih

✦ Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne ehram ki halat mein apne sir mein hijama karwaya , aadhe sir mein dard ki wajah se jo aapko ho gaya tha
Sahih Bukhari, Jild 7, 5701
—————-
✦ अबू हुरैरह रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जिन चीज़ों से तुम इलाज करते हो अगर उसमें से किसी में खैर है तो वो हिजामा (पछने लगवाना) है
सुनन अबू दाऊद, जिल्द 3,459-सही

✦ इब्न अब्बास रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने एहराम की हालत में अपने सिर में हिजामा करवाया , आधे सिर में दर्द की वजह से जो आपको हो गया था
सही बुखारी, जिल्द 7, 5701
—————-
✦ Narrated Abu Hurairah Radi Allahu Anhu The Prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam said: The best medical treatment you apply is cupping.
Sunan Abu Dawud, Book 28, 3848-Sahih

✦ Ibn Abbas Radi Allahu Anhu said The Prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam was cupped on his head for unilateral headache while he was in a state of Ihram .
Sahih Bukhari, Book 71, 602

Asalam-o-alaikum , Hi i am noor saba from Jharkhand ranchi i am very passionate about blogging and websites. i loves creating and writing blogs hope you will like my post khuda hafeez Dua me yaad rakhna.
mm