Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran : jis cheez par ALLAH ke siwa kisi aur ka naam pukara jaye Haram hai
Al Quran : us (ALLAH) ne tum par mra hua Jaanwar aur Khoon aur Suwar ka Ghosht aur jis cheez par ALLAH ke siwa kisi aur ka naam pukara jaye Haram kar diya hai, lekin Jo majboor ho jaye (aur wo) na sarkashi (nafarmani) karne wala ho aur na hadd se badne wala ho us par koyee gunaah nahi, beshak Allah subhanahu bakshne wala aur raham, karne wala hai
Al Quran , Surah Baqara (2) , Verse 173
_________
اس نے تم پر صرف مُردار اور خون اور سؤر کا گوشت اور وہ جانور جس پر ذبح کے وقت غیر اﷲ کا نام پکارا گیا ہو حرام کیا ہے، پھر جو شخص سخت مجبور ہو جائے نہ تو نافرمانی کرنے والا ہو اور نہ حد سے بڑھنے والا تو اس پر (زندگی بچانے کی حد تک کھا لینے میں) کوئی گناہ نہیں، بیشک اﷲ نہایت بخشنے والا مہربان ہے
__________
English Translation:
Al Quran : He ( Allah) has forbidden to you dead animals, blood, the flesh of swine, and that which has been dedicated to other than Allah (or on which Name of Allah has not been mentioned) But whoever is forced [by necessity], neither desiring [it] nor transgressing [its limit], there is no sin upon him. Indeed, Allah is Forgiving and Merciful.
Al Quran, Surah Baqara (2) , Verse 173
- Allah subhanahu se Magfirat aur Aafyiat manga karo kyuki - 14th June 2017
- Sajda e Tilawat ki dua - 14th June 2017
- Bewaon aur miskeenon ke kaam aaney wala - 14th June 2017