Islamic Blog

Sarkar e do jahaan nabi
kareem HAZRAT MUHAMMAD
MUSTAFA SWALALLAHO
TA’ALA ALAIHI WASALLAM ne
farmaya..
‘Agar tumhe pata
chal jaye k khade hokar
pani
peene ka kitna azab hai,
Tuo tum apne halaq(gale)
me hath
dalkar us pani ko bahar
nikal do.Aur agar us waqt
tum dekh lo ki tumhare
sath kitni
khoufnaaq shakl wala
shaitan muh lagakar pani
peeta hai to tum pani
peena hi chhod do.
Is fitne ke
dour me ek sunnat ko zinda
karna 100
shahido ke barabar ajr
(swaab) hai.
Zyada se zyada share karke
sadqa-e- jariya ka hissa
bane.
.
Paani pene ki Sunnat
1) Thanda pani
peena sunnat hai.
2) Paani peete 3
saans me peena
sunat hai.or saans
bartan ke bahar li
jaye.
3) Khare ho ke hargiz na
paani piye.
4) Mushk ya
mashkeeze(leather wale
bags) se moo
laga ke peena mana
hai.
5) Qibla rukh kar ke
peena sunaat hai.
6) paani peene se pehle
bismillah pado.
7) kaanch ke bartan
me paani peena
sunnat hai, iss ka
matlab yeh nahi ke
dhaat k bartan me
nahi pi sakte.
paani achhi
tarha dekh k
peena.
9) sone chaandi k
bartan me khaana
peena aag ko apne
pait me daakhil
karne k barabar hai.
10) ondhe moo ho
ke kutte ki tarha
bartan me moo
daal ke peena mana
hai.
11) naher ya jheel
wagera se moo
daal k pani peene
se bahter hai k
dono haatho ka
chullu bna k piya
jaye lakin nalke se
nahi.
12) glaas me paani
itna he lo jitna
peena ho.agar
bach bhi jaye to
phenko na balk kisi
bartan me rakh lo.
13) Paani pahle
sab ko pilao.sb se
aakhri me khud
piyo.
14) pee chukne k
baad Alhamdulillah
kahe.
15) choos k piye,gat
gat barhe barhe
ghoont na piye.
16) shabeel ka paani
malik ki ijazat k
bagher peene k lye
le jaana mana hai.
17) Aap sallallaho alahi
wasallam ne
kaanch,mitti,
taanbe or lakri k
bartano me paani
nosh farmaaya.
18) paani peete
hue ahtiyaat kare k
neeche na tapkey
19) Paani teen baar kar kar
ke khatam kare.
20) Raat ko tamam
bartan ya tu dhank
kay rakho ya phir
ulta kar kay rakho
khule na chorey
jaiyn…
.
.
Baith kar paani pine ke
fayade:
.
1.Gurdey khraab nhi hote.
2.Ghutne hmesha active
rehte hain.
3.Reerh ki Haddi mazboot
rehti hai.
4.Dil ke waal kabhi band nhi
hote.
5.Brain kamzor nhi hota.
Aur in fayedon se barhkar
ye hamare pyare Nabi Paak
sallallaho alahi wasallam ki
Sunnat hai.

I am noor aqsa from india kolkata i love the islam and rules i am professional blogger and also seo expert learn islam with us.
mm