Islamic Blog

Khana khane ki dua

Bismillahirrahmanirrahim 

✦ Khane Se Pahle Ki Dua / Khana khane ki dua
———-

بِسْمِ اللهِ وَعَلَىٰ بَرَكَتِ اللهِ

(Bismillahi Wa a’la Barkatillah) 

(बिस्मिल्लाही व ‘अला बरकतिल्लाह)

With ALLAH’s name and upon the blessings  granted by ALLAH (do we eat)

Maine ALLAH ke nam se aur ALLAH ki barkat par khana shuru kiya

मैंने अल्लाह के नाम से और अल्लाह की बरकत पर खाना शुरू किया

================================================================

खाने के बाद की दुआ

(अल्हम्दुलिल लाहिल लज़ी अत अमना व सकाना व जा अलना मुस्लिमीन)

तर्जुमा : तमाम तारीफें अल्लाह के लिए हैं जिस ने हमें खिलाया पिलाया और मुसलमान बनाया

Khane Ke Adab Aur Dua

  • Jab khana khane lage to usse pahle achi tarah se hath dho lijiye.
  • Khana khane beth jayein to phir Bismillah parh lijiye.
  • Hamesha sidhe hath se khana khayiye.
  • Jab bhi khana khaye sath mein khayein. Na ki tanha.

Agar khana khane se pehle ki dua bhool jaye to kya parhna chahiye?

Ek hadees se sabit hai ke jab khana khane ki dua yani Bismillah parhna bhool jayein to yad ane par ye dua parhiye:

(بِسْمِ اللهِ اَوَّلهُ وَ اٰخِرَهُ)

(Bismillahi Awwalahoo Wa Akhirahoo)

(बिस्मिल्लाही अव्वलहू व आख़िरहू)

With ALLAH’s name in the begininng and at the end

Maine iske awwal wa akhir mein ALLAH ka nam liya

मैंने इसके अव्वल व आख़िर में अल्लाह का नाम लिया

=================================================

Bimar ke Sath Khana Khane Ki Dua Kya Hai?

Jab kisi beemar jise korh ya koi chhooth ka marz (marz jo chhoone se failta ho) ke sath khana kha rahe ho to ye dua parhiye:

(بِسْمِ اللهِ ثِقَتً م بِاللهِ وَتَوَكُّلاً عَلَيْهِ)

(Bismillahi Siqatan-mBillahi Watawakkulan ‘Alayhi)

(बिस्मिल्लाही सिक़तन-म बिल्लाहि वतवक्कुलन अलयही)

With ALLAH’s name and while having trust and reliance in ALLAH (do I have this meal).

ALLAH ke nam se aur ALLAH par yaqeen aur bharosa karte hue main ye khata hu.

अल्लाह के नाम से और अल्लाह पर यक़ीन और भरोसा करते हुए मैं ये खाता हूँ|

Aam Taur Par Khana Khane Se Pehle Ki Dua

Khana khane ke pahle ye dua parh lijiye:

(اَللَّهُمَّ بَارِكْ لَناَفِيْهِ وَاَطْعِمْنَا خَيْرًا مِّنْهُ)

(ALLAHUMMA Barik Lana Feehi Wa At ‘Imnaa Khairan mMinhu)

(अल्लाहुम्मा बारीक़ लना फ़ीहि व अत ‘इमना ख़ैरन-म मिनहू)

O ALLAH grant us barakah in this food and grant us food better than this.

ya ALLAH is khane mein barkat daal aur hamein isse bhi behtar khana ‘ata kar.

Khana Khane Ke Bad Ki Dua #1

(الْحَمْدُ لِلَّهِ حَمْدًا كَثِيرًا طَيِّبًا مُبَارَكًا فِيهِ غَيْرَ مَكْفِيٍّ وَلَا مُوَدَّعٍ وَلَا مُسْتَغْنًى عَنْهُ رَبَّنَا)

(Alhamdulillahi ‘Hamdan Kaseeran Tayyiban mMubarakan Feehi Ghayra Makfeeyin wWala Muwadda’in wWala Mustaghnan ‘Anhu Rabbana)

(अल्हम्दुलिल्लाही ‘हमदन कसीरन तय्यिबन म मुबारकन फ़ीहि ग़ैयरा मकफीय्यिन-व्ववला मुवद्दा ‘इन व्वला मुसतग़नन ‘अन्हु रब्बना)

ALLAH praises and praises are due to ALLAH-praises that are pure and full of blessings for the food which is without sufficiency (which man needs abuntandtly all the time) and to which we cannot say adieu and farewell and of which we are not needless. Our Lord accept our thanksgiving.

Tamam tareefein ALLAH hi ke liye hai- tareefein jo pak hai aur barkaat se bhare khane ke liye hai jo kafi nahi (jiski insan ko har waqt kasrat se zarurat hai) jise ham alvida nahi keh sakte aur jo hamare liye fazool nahi. Ae Rabb hamara shukr qubool kar.

तमाम तारीफें अल्लाह ही के लिए है- तारीफें जो पाक है और बरकात से भरे खाने के लिए है जो काफी नहीं (जिसकी इन्सान को हर वक़्त कसरत से ज़रूरत है) जिसे हम अलविदा नहीं कह सकते और जो हमारे लिए फज़ूल नहीं| ऐ रब्ब हमारा शुक्र क़ुबूल कर|

Khana Khane Ke Bad Ki Dua 2

(الْحَمْدُ لِلَّهِ الَّذِيْ كَفَانَا وَاَرْوَانَا غَيْرَ مَكْفِيٍّ وَّلاَ مَكْفُوْرٍ)

(Alhamdulillahi allazee Kafaanaa Wa Ar Waanaa  Ghayra Makfeeyin wWala Makfoorin)

(अल्हम्दुलिल्लाही अल्लज़ी कफाना व अरवाना ग़ैयरा मैकफीय्यिन-व्वला मकफूरिन)

Tamam tareefein ALLAH hi ke liye hai Jisne hamein khane ko kafi khana diya jisne hamari pyas bujhayi jabki ese khane ki (hamein) sabko hamesha zarurat thi aur ham ALLAH ke na shukre nahi.

तमाम तारीफें अल्लाह ही के लिए है जिसने हमें खाने को काफी खाना दिया जिसने हमारी प्यास बुझाई जबकि ऐसे खाने की (हमें) सबको हमेशा ज़रूरत थी और हम अल्लाह के न शुक्रे नहीं|

Doodh Peene Ki Dua?

Jab bhi doodh piye pahle niche di hui doodh peene ki dua parh lijiye aur phir doodh pee lijiye:

(اَللَّهُمَّ بَارِكْ لَناَفِيْهِ وَزِدْ نَامِنْهُ)

(ALLAHUMMA barik lana feehi wa zidna minhu)

(अल्लाहुम्मा बारिक लना फ़ीहि व ज़िदना मिनहु)

O ALLAH grant us barakh in this (milk) and grant us more than this

Ae ALLAH hamare liye isme barkat ‘ata farma aur hamein isse aur zyadah de

ऐ अल्लाह हमारे लिए इसमें बरकत ‘अता फ़रमा और हमें इससे और ज़्यादा दे

Hadith:

✦ Umar bin abu Salmah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki main ek baar Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ki khidmat mein hazir hua to aapke samne khana rakha hua tha Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya beta qareeb ho jao aur “Bismillah” kah kar apne dahine haath se aur apne samne se khao
– (Jamia Tirmidhi, Vol 1, 1915-Sahi)

✦ Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya – agar tum mein se koi khana khane lage to Bismillah kahe aur agar shuru mein kahna bhul jaye to ye kahe Bismillah Fi Awwalihi Wa Akhirihi ( Allah ke naam ke saath is ke shuru mein aur aakhir mein)- (Jamia Tirmidhi, Vol 1, 1917-Sahih)

✦ Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) se Sahaba Radi Allahu Anhu ne pucha ki Ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam hum khana khate hain lekin pet nahi bharta to Hadiye Barhaq Rasool-e Akram (ﷺ) ne farmaya shayad tum alag alag khate ho unhone kaha ki ji haan , to Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya tum log apne khane ko saath milkar aur Allah ka naam lekar khaya karo , tumhare khane mein barkat hogi.- (Sunan Abu Dawud, Vol 3, 364 – Hasan)

✦ Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya – jab aadmi apne ghar mein jata hai aur ghar mein dakhil hote waqt aur khate waqt Allah Subhanahu ka naam leta hai to shaitan kahta hai yaha na tumhare rahne ka thikana hai aur na khane ka.

Aur jab ghar mein dakhil hote waqt Allah ka naam nahi leta to shaitan kahta hai tumhare rahne ka thikana mil gaya aur jab khate waqt bhi Allah ka naam nahi leta hai to shaitan kahta hai tumhare rahne ka bhi thikana mil gaya aur tumhare khane ka bhi.- (Sahih Muslim, Jild 5, 5262)

Khana Khane Ka Tariqa

* रोटी के ऊपर कोई चीज़ न रखी जाए और हाथ को रोटी से न पोंछे !
(रद्दुल मुह़तार, जिल्द-9, सफ़ह़ा-562)
* खाना हमेशा दाएं (सीधे) हाथ से खाए, बाएं (उल्टे) हाथ से खाना पीना शैत़ान का काम हैं !
(तिरमिज़ी, जिल्द-3, सफ़ह़ा-313)
* खाना खाते वक़्त बायां पांव बिछा दे और दाहिना पांव खड़ा रखे या सुरीन पर बैठे और दोनों घुटने खड़े रखे !
(अशआ़तुल लमआ़त, जिल्द-3, सफ़ह़ा-518)

* अगर भारी बदन या कमज़ोर होने की वजह से इस त़रह़ न बैठ सके तो पालती मार कर खाने में भी कोई ह़रज नही !

* खाना खाने के दरमियान में कुछ बातें भी करता रहे बिल्कुल चुप रहना मजूसियों का त़रीक़ा हैं मगर कोई बेहुदा या फोहड़ बात हरगिज़ न बके बल्कि अच्छी अच्छी बातें करता रहे !
(फ़तावा हिन्दीया, जिल्द-5, सफ़ह़ा-345)

* खाने के बाद उंग्लियों को चाट लें और बरतन को भी उंग्लियों से पोंछ कर चाट लें !
(फ़तावा हिन्दीया, जिल्द-5, सफ़ह़ा-337)

* हाथ से लुक्मा छूट कर गिर जाए तो उसे उठा कर खा लो, शैख़ी मत बघारो, कि इस का ज़ाएअ़ कर देना इसराफ़ हैं जो गुनाह हैं !

* बहुत ज़्यादा गर्म खाना न खाओ और न खाने को सूंघो और न खाने पर फूंक मार मार कर इस को ठंड़ा करो कि ये सब बातें ख़िलाफ़े अदब भी हैं और मुज़िर भी !
(रद्दुल मुह़तार, जिल्द-9, सफ़ह़ा-562)

* खाने की शरूआत नमक से करे और नमक ही पर ख़त्म करे कि इस में बहुत सी बीमारियों से शिफ़ा हैं !
(रद्दुल मुह़तार, जिल्द-9, सफ़ह़ा-562)

Khana Khane Ka Sunnat Tarika | Khana Khane Ki Sunnat

AAP(s.a.w) ka “Khana peena

Asalam-o-alaikum , Hi i am noor saba from Jharkhand ranchi i am very passionate about blogging and websites. i loves creating and writing blogs hope you will like my post khuda hafeez Dua me yaad rakhna.
mm