Islamic Blog

बिस्मिल्लाहिर्रहमानिर्रहीम
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
KHWATEEN KI ZEBO ZEENAT
❥ ✦❥ ✦❥✦❥ ✦❥
Part~ 49
✿❀✿❀✿❀✿❀✿❀✿❀✿❀✿❀✿
Baal Kaatne Ke Sacienci Nuqsaan,
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
☞ Baal kaatne ke scienci Nuqsanat:_
✿ Hakeem Tariq Mehmood chugtayi is silsile me tehreer karte hai:_
“islami tarze muashrat me Aurto’n ke Sir mundwane, Baal traashwane ko sakhti se roka gaya hai,
Kyunki Aurat ke husn v haya ka talluq Baalo se Bahut zyada hai, jab yahi Baal kaat diye jate hai ,ya in Baalo ko khaas zebaish or style me banaya jata hai, jisme insaani pe iske kya asraat padte hai, mulaheza farmaye..
.
⇨ Crecent heaven field Research:_
✿America ki university ki tehqeeqat k mutabiq Baalo ka badhana khwateen ki sahat v tandurasti ke liye Bahut hi zyada zaroori hai,
Kyunki jitne Baal badhte jayenge, itni hi zyada yaddasht, quwaTe bardasht, saleeqa or besshumar bimariyo se bachaav hota jayega ,
Kyunki Aurto’n k jeenz or harmonse mein or merdo k jeenz or harmonse me zameen or aasman ka farq hai ,,
isliye mard agar Sir ke Baalo ko trashwaye ya katwayenge ye amal in ke liye Bahut hi zyada mufeed or moassir hai,
Lekin iske bar aks wo khwateen jinek Baal qudrati tor per lambe, ghane or draaz hai, wo agar Baalo ko kaatenge ya mondenge to in mein beshumar aisi bimariyan paida hoti hai, jiska tazkira bimariyo ki list mein hai, aisi Aurte’n nafsiyati bimariyo maslan( example):_depression, frustration, khud kushi ka shikar Bahut zyada hoti hai,
☞Ek sansani khez tahqeeq:_
✿ isi University ke ek professor doctor Haris ki report k mutabiq,
“meri saal ha saal ki tahqeeq jo me ne crecent university ki talbaat ( students ) per ki hai, meri tehqeeq hai wo khwateen jo apne sir ke Baalo ko mondti hai ya inhe kisi khas style mein waza karti hai ya inhe trashwati hai aisi khwateen jinsi buraiyo’n or had darja shehwat me mubtila ho jati hai ,
kyunke khwateen ke Baalo ke asrar foran jinsi harmonze per padte hai or Baalo ki nasho v numa mein khwateen k harmonze estrogen or progestron ka Bahut zyada talluq hai ,
Meine aisi khwateen ko dekha wo hamesha kisi na kisi jinsi sergarmi me masroof payi gayi,,,aisi khwateen jitna zyada bhi apni sahat v tandurasti ka khayal rakhengi, wo utna hi zyada beemar or pareshan hongi,”.
Next -50 ©ontinue in sha Allah,,

Asalam-o-alaikum , Hi i am noor saba from Jharkhand ranchi i am very passionate about blogging and websites. i loves creating and writing blogs hope you will like my post khuda hafeez Dua me yaad rakhna.
mm