Islamic Blog

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Koi Mard kisi (gair mahram) aurat ke saath tanhaii mein na baithe

Ibn Abbas Radiallahu anhu se rivayat hai ki unhoney nabee Sallallahu Alaihi Wasallam se suna ki koi Mard kisi (gair mahram) aurat ke saath tanhaii mein na baithey aur koi aurat us waqt tak safar na kare jab tak uskey saath uska mahram na ho itne mein ek sahabi khade huye aur farmaya Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam mainey falah jihad mein apna naam likhwa diya hai aur meri Biwi hajj ke liye ja rahi hai to Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tu bhi uske saath hajj ke liye ja.
Sahih Bukhari,Vol 4,3006
————————————————
Hadith: It is not permissible for a man to be alone with a woman(gair mahram),

Narrated Ibn Abbas (May Allah be pleased with him ): That he heard the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam saying, It is not permissible for a man to be alone with a woman(gair mahram), and no lady should travel except with a Muhram (i.e. her husband or a person whom she cannot marry in any case for ever; e.g. her father, brother, etc.).” Then a man got up and said, “O ALLAH’s Apostle! (Sallallahu-Alaihi-Wasallam) I have enlisted in the army for such-and-such Ghazwa and my wife is proceeding for Hajj.” ALLAH’s Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, “Go, and perform the Hajj with your wife.”
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 52, No. 250:

Asalam-o-alaikum , Hi i am noor saba from Jharkhand ranchi i am very passionate about blogging and websites. i loves creating and writing blogs hope you will like my post khuda hafeez Dua me yaad rakhna.
mm