Islamic Blog

[1] Sab se achi Zindagi woh Basar karta hai, Jo Apni zarurat Poori karne ke liye “Allah” ke siwa kisi aur pe Bharosa nahi karta.

[2] Nek Aadmi Ki Maut Us Ke Liye Rahat Hai Aur Bure Aadmi Ki Maut Logon Ke Liye Rahat Hai. Hazrat Ali (R.A)

[3] Jab apne maa-baap ko koi chez do to is tarah do____jayese koi gulam apne aka ke samane pesh karta hai

[4] Farz ki sunnat padh lene ke baad jama’at mai chahe jitni der ho, koi nafil namaz nahi padh shakte.

[5] Lakho Dost Banana Koi Bari Bat Nahi, Mager Aik Dost Aisa Banao Jo App Ka Sath Us Waqt De Jab Lakho App Ke Mukhalif Ho.

[6] Zindagi mein do Logo’n ka bohot khayal rakhna…1. wo, jis ne tumhari jeet ke liye apna sab kuch haar diya (matlab tumhara baap) 2. wo jis ki Duao’n se tum sab kuch jeet gaye (matlab tumhari maa’n).

[7] Ye mat socho ke tumhari DUA foran qubool nahi hoti…balke ye socho ke tumhare gunahon ki sazaa “ALLAH” tumhe foran nahi deta.

[8] Koi Tumharay Dill Ko Dukhaye To Naraz Na Hona,,kyon Ke Yeh Qudrat Ka Kanoon Hai Ke Jis Darakht Ke Sath Ziyada Meetha Phal Hota Hai Usse Log Zayada Pathar Marte Hain. Hazrat Ali (R.A)

[9] Agar kisi adimi ne apne kisi gunaha se tawba kar li fir bhi kisi ne (kisi bhi wazaha se) us tawba karne wale ko uske gunaha yaad dila kar sharminda kiya to ayesa adimi marne se pahele kabhi na kabhi us gunah mai jaror mubtila ho jayega. (TIRMIZI SHARIF)

[10] Azan ka 1 jumla sun ke use dohrane se 2 lakh nekiyan milti hai or ye baat dusro ko batane wale ko 30 nekiyan milti hai. aur qayamat me inshan 1-1 nekiyon ki liye tarsega.

I am noor aqsa from india kolkata i love the islam and rules i am professional blogger and also seo expert learn islam with us.
mm