Banda sajde ki haalat me apne rab k kareeb hota hai.isliye sajde me dua manga kro
Qurani surto ki khashushyaat
1.surae faatiya… Allah k aajab se bachati hai
2.surae yaaseen….qayamat k din pyas se bachati hai
3.surae waqeeya….fikr o faako se bachati hai
4.surae kaferoon…. Maut k waqt kufr se bachati hai
5.surae ekhlash….. Manuffaqat se bachati hai
6.surae falak…hadso se bachati hai
7.surae naas …. Waswaso se bachati hai
YE KEEMTI TOHFA HAI ALLAH K TAREF SE . DUSRO KO BHI IS BAARE ME BATAYEN
Ager allah aapki dua qabul krle to iska mtlb hai k wo aapka iiman majboot kr rha hai.ager thodi der se kre to aapk sabr ko aajma rha hai.
Lekin ager qabul na kre to aapka iiman aajma rha hai.
Isliye hamesha her haal me allah per bharosha krna chahiye
Ager hazret muhammad k ummat se ho to apne kirdar ko itna buland kr k .dusre log dekhkr kahe ager ummat aisi hai to nabi kaisa hogs
Allah farmata hai.tu krta wo hai jo tu chahta hai.per hota wo hai jo mai chahta hoon.tu wo kr jo mai chahtA hoon fir wo hoga jo tu chahega
JAB DUA AUR KOSHISH SE BAT NA BNE TO.FAILA ALLAH PR CHOD DO KYONK ALLAH APNE BANDO KE BARE ME BEHTER FAISLA KRNE WALA HAI
Logo ki khaufse haqe ki baat kahne se na daro.kyonk na to koi maut ko kareeb la sakta hai aur na hi koi rizq ko door kr sakta hai
Jo shakhsh apne maal ka jakat na dega.to allah qayamat k din usk maal ko saanp bna kr usk gale me dalega
Aajan hoti thi to hajret ali kanpne lgte the.aur rang surkh ho jata tha.kisi ne pucha ye kya majra hai .jab aajan hoti hai to aap kanpne lgte hain
aapne farmaya itni badi hasti ka bulawA aaya hai pata nhi mai uska farz theek tarah se ada kr sakunga ya nhi
Aansu aur muskarahat do anmol khajane hai.aansu ko sirf allah k samne bahao.aur muskarahat ko logo per nichawar kr do (hazrat.ali)
Jab banda namaj k baad bina dua mange uth jata hai.to allah apnr faristo se farmata hai k ye banda mujhse benayaj ho gaya hai ab isko meri jarurat nhi
isliye hum musalman ko hargeej aisa nhi krna chahiye
Kuch deeni malumat …..
- शब ए बारात की रात में क्या पढ़े | 2022 शब ए बरात का रोज़ा कब रखते है | - 7th March 2022
- Shab-E-Barat Ki Fazilat (शाबान बरक़त वाली रात) - 5th March 2022
- शब ए बारात की नमाज और सलामत तस्बीह (हिंदी) - 5th March 2022