Islamic Blog

** Assalamu Alaikum **
AL QURAN > ( *HAMNE* (ALLAH) NE AASMAN WA ZAMEEN -AUR- INKE DARMIYAN KI “CHEEZO” KO “KHELTE” HUWE NAHI BANAYA
AGAR *HUM* YUNHI “KHEL TAMASHE” KA IRADA RAKHTE – TO- ISE APNE HI “PAAS” BANA LETE (AUR APNA SHAUK POORA KAR LETE – ITNI LAMBI CHAURI QAYNAT AUR “ROOHE” BANANE KI KYA ZAROORAT THI ) AGER HAMARA WAISA IRADA HOTA
BESHAK – AASMANO AUR ZAMEEN ME JO HAI – USI *ALLAH* KA HAI – AUR- JO USKE PAAS HAIN (FARISTE) – WOH USKI “IBADAT” SE NA “SARKASHI” KARTE HAIN – AUR- NA “THAKTE” HAIN
WOH “DIN- RAAT” (*ALLAH* KI ) TASBEEH BAYAN KARTE HAIN – AUR- ZARA SI BHI “SUSTI” NAHI KARTE
KYA ? IN LOGO NE – ZAMEEN KI (MAKHLOOK) ME SE – JINHE “MABOOD” BANA RAKHA HAI – KYA “WOH” KISI KO ZINDA KAR SAKTE HAIN ( NAHI- BALKI “WOH” KHUD BHI ZINDA NAHI HO SAKTE )
AASMAN AUR ZAMEEN ME SIWAY *ALLAH* KE AUR BHI “MABOOD” HOTE – TO YE DONO ME “FASAAD” MACHA HOTA
PAS – PAAK HAI *ALLAH* RABBUL ARSH “UN BATO” SE – JO ‘MUSHREKIN’ KARTE HAIN
WOH (ALLAH) APNE KAMO KE LIYE (KISI KE AAGE) “JAWAB DEH” NAHI – AUR SAB (US KE AAGE) JAWAB DEH HAIN
(JAHIL LOG) KAHTE HAIN KI > *RAHMAN* AULAD WALA HAI
( GHALAT HAI )
*USKI* ZAAT PAAK HAI (IN SAB CHEEZO SE )
BALKI- WOH SAB (FARISTE) USKE “BA IZZAT” BANDE HAIN
(WOH) KISI BAAT ME *ALLAH* PER “SABKAT” (PESH DASTI) NAHI KARTE – BALKI- *USKE* FARMAN KE “KAARBAND” HAIN
WOH TO *USKE* AAGE PEECHE KE “AMR” SE WAKIF HAIN
AUR – WOH KISI KI “SIFARISH” NAHI KARTE – SIWAY- UNKE JINSE *ALLAH* KHUSH HO
WOH TO KHUD HAIBAT E *ILAHI* SE ” LARAZTE” HAIN
UN ME SE AGER KOI BHI KAH DE KI > *ALLAH* KE SIWA “MAI” ‘LAYAK E IBADAT’ HOON – TO- *HUM* USE “DOZAKH” KI SAZA DE – *HUM* ZALIMO KO ISI TARHA SAZA DETE HAIN
KYA ? KAAFIR LOGO, NE NAHI DEKHA ? KI – YE AASMAN AUR ZAMEEN “BAHAM” MILE JULE THE – PHIR *HUMNE* INHE “JUDA” KIYA (KYA PHIR BHI- INKE SAMAJH NAHI AATA )
AUR – HAR “JAAN DAAR” KO *HUMNE* PANI SE PAIDA KIYA HAI
KYA ? YE LOG PHIR BHI “EIMAN” NAHI LAATE )*
$urah Anbiya- ayat no 16 se 30
Dosto -QURAN ki – in Aayato me 1400 Saal Pahle*ALLAH TALA* Khud -irshad Farma Rahe Hain-Aur Yahi Baat- Aaj ki Science bhi Maanti Hai – ki – Pahle Zameen-Aasman Mile Huwe the
Phir – Big Bang (Maha Wisfot) ki wajha se ye Sab ALAG Ho ker is Roop me Aaye
Aur- ye bhi Manti Hai Science, ki- Hur JAANDAR Pani se Hi Paida Huwa Hai
Dosto – isse Bada Saboot Aur kya Ho sakta Hai- QURAN ki Sachchayi ka
Tabhi to Har Saal Lakho Log islaam ko Qubool karte Hai – Unka Dil HAQ ko Pahchan Leta Hai
***((( $UBHAN ALLAH )))***

I am noor aqsa from india kolkata i love the islam and rules i am professional blogger and also seo expert learn islam with us.
mm