Islamic Blog

Kya Niyaz ka zikr Quran me hai
Or Hadees me hai
Quraan Ki Roshni Me …..
Sawaal: Kya Niyaz(Fateha) Karna Jaiz Hai?,
Aur Kya Sahaba Niyaz Karte The?
Jawaab: Ji Haan! Jaiz Hai Aur Sahaba Niyaz Karte
The.
»Hazrat Ali (Radi Allaho Anho)
Ne Kiya Sarkar
(Sallallahu Ta’ala Alaihi Wa Aalihi Wa Sallam) Ke
Naam Se Ek Mendha Zibah Kia Kerte The Allah Ki
Bargaah Me.
-:(Jamay Tirmizi, Jild#1,Pg#538.
Sunan Abu-Dawood, Jild#2,Pg#29)
Quraan:“
Tera Rab Khub Jaanta Hai Koun Behaqa Uski Raah
Se,
Aur Woh Khub Jaanta Hai Hidaayat Walon Ko Toh
Khaao Usme Se Jis Par Allah ka Naam Liya Gayaa
Agar Tum Uski Aayate Maante Ho.
Aur Tumhe Kya Hua Ke Unme Se Na Khao Jispar
Allah Ka Naam Liya Gaya”.
-:(Surah Ana’am : Ayat 117-119)
Sabak: Beshaq Niyaz Karna Jaiz Hai , Sahaba Ne Bhi
Niyaz Kiya. aur Jo In Baato par Emaan Rakhne Se
Katrate hai, Wo Apne Aqeede Ke Pukhtagi Ke liye
Kalamullah
(Quraan-e-Paak) Ki Daleelo par Gour Jaroor Kare.
Ek or daleel
Kya Fateha krna or Fateha ka khana peena jayaz
hai aye dekhte hai
Fateha matlab Islale~Sawaab
FATEHA Isliye kehte hy k isme Sure~Fatiha padte
Hai
Or chand ayat padte hai or khane pine ki chiz rakhte
hai
or kehte hai
Ye tamam ka sawab
fala buzurg ko mile
Meri ammi ko mile unko mile
Fala marhoom ko mile
Toh ise kehte hy Fateha
Sahabiye~Rasool Hazrate~Saad bin Ubaada
RADIALLAHU TAALA ANHU
ne Arz ki YAA~RASOOLALLAH
SALLALLAHU ALAHI WASALLAM
meri Maa inteqaal kar gai hain. (me unki taraf se
sadqa krna chahta hu)
Kaunsa sadqa afzal hai
Sarkar SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ne farmaya
Paani
Fir unhone ek koovva khudwaya or kaha ye umme
Saad k liye hai
(Ye kuvva Saad ki maa k isaale sawab k liye hai)
(Sunan Abu Dawood jild 2 safa53 Hadees1281)
ye kuvva samne tha jabhi aapne Lafze *YEH*
kaha
Ab koi Sunni samne khana ya kuch mithi chiz ya
Sharbat rakh kar kahe
Iska sawab Imame~Husain ko mile Imame~Hasan ko
mile
Gause~Paak ko mile
Khwaja~Gareeb Nawaz ko mile
Toh batao kese Nayajaz Haram hogaya
Balke jis khane me sirf BISMILLAH sharif padi jaati
hai wo khana shaitan nahi khaa pata toh zara sochiye
Quraane~paak ki chand Ayate or padli jaye jis khane
pe wo kitna Barkat wala hojaye
. ye toh Ahle~Sunnat ka tareeqa hai
Aao unki kitab bhi dekhte hy jo is barkat wali chiz ko
najayaz Haram kehte”Holi, Diwali, ki Poori khana
Durust hai”
📕(Fatawa E Rasheediya, PAGE# 561,
Molvi Rashid Ahmed Gangoii
Madrase : DEOBAND…
ab faisla khud kare Ahle~Haq ki Niyaz khaoge
Ya Diwali ka parshad
Is msg ko itna share kare k koi bhi ye na kahe k ye
shirk hai ya biddat hai
Croro baar MAAZALLAH

note : is

Copy

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm