MAA ke guzarne ke baad
Hazrat Moosa
(Alaihisalam)
KOH-E-TUR par chadhe
aur thodaPhisal gaye, tab ALLAH ne farmaya
“Ay Moosa
Ab zara sambhal ke
chalo, Kyu ki Dua
maangne wale Haath Ab nahi rahe
“Maa ki Dua,
Maut ke siva har Musibat ko taal
sakti hai Maa Ek
anmol den hai,
kho jaane par dubara
nahi milti…
ALLAH Ta’ala
Hamare Waalidain ki Umar mein Barkat de aur Kaamil Shifa de…
Aameen..
Agar yeh post aap ko achchi lagi to share karein…
Ankh khulle to chehra
meri Maa ka ho,
Ankh band ho to Sapna
meri Maa ka ho,
Main mar jaon to Ghum
nahi Lekin,
Kaffan Mille to Dopatta
Meri Maa ka ho,
Rab ne Maa ko Yeh
Azmat kamal di,
Is ki Dua se aai Mussibat bhi Taal di,
Quran me Maa k pyar ki
Rab ne aisi Missaal di
Jannat utha k Maa k
Qadmon me Daal di.
Yeh dua apni ” (Ammi )” jan k liye
Plz aik bar ” (Ameen )”
kahen!
Ay ” (KHUDA )”,
Meri (Maa ) ko
Sehat or Tandrusti atta Farma
(ameen)
Un ki tamam pareshanion ko khatm kr
(ameen)
Aur unhein hamesha
hamaray liay
salamat rakh
(Ameen)
Aur jis ki (maa baap)
is duniya se
rukhsat ho gaye hain unko (janat)mein alla muqam ata farma.
(Ameen)
Aur jis ne ye dua mujhe
Share ki unkiMaa ka sayaa un k sar par hameshasalamat rakhna
(ameen)
Agr ap apni (Maa ) ke
liye dua karwana chahtay hain Toh
isko zarur Share karein…
- शब ए बारात की रात में क्या पढ़े | 2022 शब ए बरात का रोज़ा कब रखते है | - 7th March 2022
- Shab-E-Barat Ki Fazilat (शाबान बरक़त वाली रात) - 5th March 2022
- शब ए बारात की नमाज और सलामत तस्बीह (हिंदी) - 5th March 2022