Islamic Blog

Is mahine ka chaand dekhkar ye dua padhen :
Allāhumma ahillahu alayna bil amni wal eimaan was salaamati wal islaam rabbu wa rabbukallāhu ya hilaal.

Maah e Jamaadi us Ṡaani ki ibaadat :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
(1) Rozaana pure din me 1200 martaba ye Tasbeeh padhen :
Sub’hān Allāhi wa bihamdihi Sub’hān Allāhil azeem Astaghfirullāh wa atoobu ilaihi.
(2) Namaaz e Isha ke baad 2 rak’at Salaat-ul-Tauba padhen.
(3) Kaṡrat se Durood shareef padhen.
(4) 3 Roze, pure mahine me kisi bhi din rakhen.

***************
Maah e Jamaadi us Ṡaani ke khaas din :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾

1 Jamaadi us Saani – Yaum e wisaal Hazrat Sakhi Sultaan Muhammad Baahū rahmatullahi alaihi (Gadh Maharaja / Pakistan);
1 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Maulana Afzal-ur-Rahmān urfe Bhole Miyan Saahab rahmatullāhi alaihi (Gunjmuradabad);
1 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Haafiz e Millat Haafiz Abdul Azeez Ashrafi rahmatullāhi alaihi (Mubarakpur, Uttar Pradesh);
1 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Mufti Manzoor Ahmad Faizi Chishti rahmatullāhi alaihi;
3 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Khwaja Sayyed Abu Ahmad Abdaal Chishti rahmatullāhi alaihi (Chisht / Afghanistan);
3 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Munawwar Ali Shaah Qaadri rahmatullāhi alaihi (Ilahabad);
4 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Sayyed Ali akbar urfe Haaji Peer rahmatullāhi alaihi (Kutch, Gujarat);
4 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Mufti Jalaal-ud-deen Ahmad Amjadi rahmatullāhi alaihi;
4 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Khwaja Abdur Razzaaq Naqshbandi Mujaddidi rahmatullāhi alaihi (Depalpur);
5 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Zaid ibn Hariṡah radiy-Allāhu ta’ala anhu (Mu’tah / Jordan);
5 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Ja’afar bin Abu Taalib riṡah radiy-Allāhu ta’ala anhu (Mu’tah / Jordan);
5 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Abdullāh ibn Rawaaha radiy-Allāhu ta’ala anhu (Mu’tah / Jordan);
5 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Maulana Jalaal-ud-deen Rumi rahmatullāhi alaihi (Konya / Turkey):
5 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Khwaja Haafiz Muhammad Jamaal Chishti rahmatullāhi alaihi (Multan / Pakistan);
Abdur Razzaaq bin Abdul Qaadir Ṡaani rahmatullāhi alaihi (Uch / Pakistan);
5 Jamaadi us Saani – Yaum e wisaal Hazrat Maulana Ibrāheem Khushtar Siddeeqi rahmatullāhi alaihi (Port Louis / Mauritius);
5 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Khawaja Muhammad Altaaf Ajmeri rahmatullāhi alaihi (Pakistan);
6 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Maulana Niyaaz Ahmad Bareilwi rahmatullāhi alaihi (Bareilly, Uttar Pradesh);
7 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Qaari Muhammad Muslih-ud-deen Siddeeqi rahmatullāhi alaihi (Karachi / Pakistan);
8 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Shaah Makhdoom Ali Mahimi rahmatullāhi alaihi (Mumbai, Maharashtra);
9 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Qaazi Ayaaz ibn Moosā al-Yahsubi rahmatullāhi alaihi (Marrakesh);
10 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Khwaja Shams-ud-deen Turk Panipati rahmatullāhi alaihi;
10 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Khwaja Muhammad Baaba Samaasi rahmatullāhi alaihi (Samaas, Bukhara / Uzbekistan);
10 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Abdul Qaadir Shaah Wali rahmatullāhi alaihi (Nagor, Rajashtan);
10 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Haafiz Muhammad Siddeeq rahmatullāhi alaihi;
11 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Abdullāh bin Umar radiy-Allāhu ta’ala anhu (Makka mukarrama);
11 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Sayyed Aale Mustafa Marehrwi rahmatullāhi alaihi (Marehra, Uttar Pradesh);
12 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Haaji Imdaadullāh Muhaajir Makki rahmatullāhi alaihi (Makka mukarrama);
13 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Mohammad Fazl Husain Shaah Peer-e-Yazdaani rahmatullāhi alaihi;
13 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Shaikh Hasan Shaah Ghazaali Naqshbandi rahmatullāhi alaihi (Mumbai, Maharashtra);
13 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Bismillāh Shaah rahmatullāhi alaihi (Mumbai, Maharashtra);
14 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Imaam Muhammad al-Ghazaali rahmatullāhi alaihi (Tus / Iran);
15 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Khwaja Sayyed Ameer Kulaal rahmatullāhi alaihi (Sukhar / Uzbekistan);
15 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Makhdoom Shaikh Ahmad Abdul Haq Rudaulwi rahmatullāhi alaihi (Rudauli, Uttar Pradesh);
16 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Sayyed Mohammad Raaju Qattaal rahmatullāhi alaihi (Uch / Pakistan);
16 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Shaah e Aalam Sayyed siraaj-ud-deen Muhammad rahmatullāhi alaihi (Ahmedabad, Gujarat);
17 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Khwaja Sa’ad-ud-deen Kashgari Naqshbandi rahmatullāhi alaihi (Herat / Afghanistan);
17 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Sayyed Shaah Razi-ud-deen Husain Munemi rahmatullāhi alaihi (Patna, Bihar);
18 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Maulana Zafar-ud-deen Bihari rahmatullāhi alaihi (Patna, Bihar);
22 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Abu Bakr Siddeeq radiy-Allāhu ta’ala anhu (Madeena munawwara);
22 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e Urs Hazrat Daada Hayaat Qalandar rahmatullāhi alaihi (Chickamagalur, Karnataka);
23 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Abdul Quddoos Gangohi rahmatullāhi alaihi (Gangoh, Uttar Pradesh);
23 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Maulana Mehboob Ali Khan rahmatullāhi alaihi (Mumbai, Maharashtra);
24 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Taaj-ul-Ulama Sayyed Muhammad Miyan rahmatullāhi alaihi (Marehra, Uttar Pradesh);
24 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Peer Muhammad Zaahid Khan Saahib Naqshbandi (Mohra / Pakistan);
25 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Khwaja Baaqi Billāh rahmatullāhi alaihi (Delhi);
26 Jamaadi us Saani – Yaum e wisaal Hazrat Shaikh Abdul Waahid Tameemi rahmatullāhi alaihi (Baghad / Iraq);
26 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Asma binte Abu Bakr Siddeeq Radiy-Allāhu ta’ala anha (Makka mukarrama);
27 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Khwaja Muhammad Saeed Sirhindi rahmatullāhi alaihi (Sirhind, Punjab);
27 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Maulana Fakhr-ud-deen Mohammad Chishti Dehlwi rahmatullāhi alaihi (Delhi);
28 Jamaadi us Ṡaani – Yaum e wisaal Hazrat Shaah Sayyed Kamaal Qaadri Kaithali rahmatullāhi alaihi (Kaithal, Haryana).

**************
ALLĀH ta’ala is Maah e mubarak me us ke Habeeb sallallāhu alaihi wa sallam ke sadqe me aur tamaam Auliya Allāh ke waseele se
Sab ko mukammal ishq e Rasool ata farmae aur Sab ko hidaayat ata farmae aur Sab ke Eimaan ki hifaazat farmae aur Sahi tareeqe se zyada ibaadat karne ki taufiq ata farmae aur Hamare nek amal qubool farmae aur In buzurgaan e deen ko isaal e sawaab karne ki taufiq ata farmae aur Islaam ka bolbala ata farmae.
Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyaabi aur izzat ata farmae aur Sab ki nek jaa’iz muraado ko puri farmae aur Sab ko Ilm me, Amal me aur Rizq me barkat ata farmae.
Aameen.

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm