Islamic Blog

MADANI AQA (sallallahoalihi wasallam ) ne Farmaya,Jab
apne leye Dua karo tu dosro ko bhi
yaad kia karokia pata uss k naseeb ki
khushi tumhari Dua ka intezar main
ho….

Jub meri DUA kabol ho tu mein
khus hota houn
k is main meri marzi hai aur
Jub kabol na ho tu mein aur khus
hota houn
k ye ALLAh ki marzi hai
( Hazrat Ali)

Hamesha DUA mangte raho
QK
Mumkin or Na Mumkin to Sirf
Hamari “SOCH” me ha
ALLAH k lie to kuch bhi Na
Mumkin nahi hai
( Hazrat Ali )

HAZRAT IMAAM-E-HASAN
Radiyallahu Anhu:
DUNIYA KI SABSE TEZ RAFTAR
CHEEZ DUA HAI
JO DILSE ZABAN TAK PAHOCHNE
SE PAHLE HI KHUDA TAK
PAHOCH JATI HAI

Jab Allah hamari duao ko foran
Qubool karle to ye uski karam nawazi
hoti hai k wo apne bande ki khwahish
ko foran poora kardeta hai,lekin dua
agar qubool na ho to uske peeche
kitne Inamaat hai uska andaza ap
nahi karsakte.
Dua agar qubool na ho to 3 sooraten
hoti hain
1:ye k uske sabab se apki koi
museebat door kardi jaati hai.

2:Allah uske badle main usse behtar
cheez jo apke lie achi ho wo apko ata
kardete hain.Yaad rakhie k Allah Insan
ko 70 maao se zyada pyar karta hi

3:ye sabse ahem hai k jo duae qubool
na ho wo Allah k haan hamare nama –
e-aamaal main likh di jaati hain or
qayamt k din Allah hume uska ajar
nekio ki soorat main dega.or Hadees
main aaata hai k JAB INSAN APNI US
DUAO KA AJAR DEKHE GA JO QUBOOL
NAHI HUI TO KAHEGA K AE KASH
MERI KOI DUA QUBOOL NA HUI HOTI.

Aafreen Seikh is an Software Engineering graduate from India,Kolkata i am professional blogger loves creating and writing blogs about islam.
Aafreen Seikh
Latest posts by Aafreen Seikh (see all)