Islamic Blog


Sallallahu ‘Alayhe Wasallam

The Holy Quran lights on the reality of this perishable life. As ALLAH The Almighty, States in The Noble Quran.

كُلُّ نَفْسٍ ذَائِقَةُ الْمَوْتِ

“Kullu Nafsin Zaiqatul Maut”

Every soul shall taste death.

Marne Ke Waqt Ki Dua Ya Marne Se Pehle Ki Dua

Roman English

Quran Pak zindagi ki asal aqeeqat par wazeh taur par roshni daalta hai. Jaisa ke Quran Shareef me ALLAH Zille Shanahu ne farmaya hai.

كُلُّ نَفْسٍ ذَائِقَةُ الْمَوْتِ

“Kullu Nafsin Zaiqatul Maut”

Har zindah shay ko maut ka maza chakhna hai.

Jo bhi jandaar (insan, haiwan, ped, paudhe) ALLAH Ta’ala ne paida kiye hain. Sab ko ek na ek din khatm hona hi hai.

Maut bar-haq hai. Is haqeeqat ko koi bhi jhhutla nahi sakta. Ye ek aisa amal hai jo paltaaya/wapas nahi ja sakta.

Aafreen Seikh is an Software Engineering graduate from India,Kolkata i am professional blogger loves creating and writing blogs about islam.
Aafreen Seikh
Latest posts by Aafreen Seikh (see all)