Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Maut ke waqt mein kalma tayyaba padhne ki ahmiyat
Muadh bin Jabal Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis nafs ko bhi is haal mein maut aaye ki wo is baat ki gawahi deta ho ki Allah ke siwa koi mabud nahi aur main (Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam) Allah ka rasool hu aur ye gawahi dil ke yakeen se ho to Allah subhanahu uski maghfirat farma denga
Sunan ibn Majah, Vol 1, 677-Hasan
————————————————–
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جس شخص کی موت اس گواہی پر ہو کہ اللہ تعالیٰ کے علاوہ کوئی معبود برحق نہیں، اور میں اللہ کا رسول ہوں، اور یہ گواہی سچے دل سے ہو تو اللہ تعالیٰ اس کی مغفرت فرما دے گا ۱؎۔
___________
It was narrated from Mu’adh bin Jabal Radi Allahu Anhu that the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said: “There is no soul that died bearing witness to La ilaha illallah, and that I am the Messenger of Allah, from the heart with certainity, but Allah will forgive it.”
Sunan ibn Majah, Vol. 5, Book 33, 3796-Hasan
- Allah subhanahu se Magfirat aur Aafyiat manga karo kyuki - 14th June 2017
- Sajda e Tilawat ki dua - 14th June 2017
- Bewaon aur miskeenon ke kaam aaney wala - 14th June 2017