Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!!»
(1). Mehar Ki Adaygi Me Khush Dili KaMuzaihra Kare !Al-Quraan : Aur Aurto Ko Inke MeharKhushi Se Do.– (Surah Nisaa: Aayat 4 Tarjuma Kanzul EmaanShareef)Is Aayat Se Sabit Hota Hai Ke Mehar KiAdayegi Me Khush Dili Ka Muzaihra KarnaChahiye.»
(2). Mehar Ki Adaygi Me Faraagh DiliChahiye !Al-Quraan : Ye(Mehar) Wo Zyada De JiskeHaath Me Nikah Ki Grah Hai Aur Aye MardTumhara Zyada Dena Parezhgaari SeNazdeek Tar Hai Aur Aapas Me Ek Dusre PerEhsan Ko Bhula Na Do Beshaq Allah TumhareKaam Dekh Raha Hai.– (Surah Baqarah: Aayat 237 Tarjuma KanzulEmaan Shareef)»
(3). Mehar Wapas Naa Lo !Al-Quraan : Aur Agar Tum Ek Biwi KeBadle Dusri Badalna Chaho Aur Ise DheroMaal De Chuke Ho Tou Isme Se KuchWaapas Na Lo, Kya Ise Wapas Loge JhootBaandh Ker Aur Khule Gunaah Se, Aur KyuIse Wapas Lo Ge Haalanke Tum Ek Dusre KeSamne Bepardah Ho Liye Aur Tum Se PakkaAhed Le Chuke.– (Surah Nisaa: Aayat 20-21 Tarjuma KanzulEmaan Shareef)In Aayat Se Maloom Hoti Hai Ke Agar KoiShaqs Ek Biwi Ko Talaaq De Ker Dusre SeNikah Karna Chahe Aur Iss Haal Me PahleBiwi Ko Kaseer Maal-O-Asbaab De Chuke HaiTo Diye Hue Maal Me Se Kuch Wapas Na LeKyu Ke Judai Shohar Ki Taraf Se Hai.»
(4). Mehar Muaf Karne Ka Iqtiyaar Aurat KoHai !Agar Aurat Ke Auliya Me Se Koi Mehr MuafKarna Chahe Tou Nahi Kar Sakta Ke MeharMuaf Karne Ka Iqtiyaar Aur Haq Aurat KoHai.Maslah: Aurat Ko Iqtiyaar Hai Wo ApneShoharo Ko Mehar Ka Koi Jahaba Kare YaKul Mehar, Magar Mehar Bakhswane Ke LiyeInhe Majboor Karna Inke Saath Badkhalfi NaKarna Chahiye, Kyu Ke Allah Tahla Ne Fa’anTaban Lakum Farmaya Jis Ke Maana Hai DilKi Khushi Se Muaf Karna,»
(5). Mehar Muaf Karne Per Maal Shoher KaHoga !Al-Quraan : Phir Agar Wo Apne Dil KiKhushi Se Mehar Me Se Tumhe Kuch DedeTou Ise Khao Rachta Bachta.– (Surah Nisaa: Aayat 4 Tarjuma Kanzul EmaanShareef)Ref: (Hawala Kitaab: ”Nikah Ka Islami
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
- Shab E Barat Kya Hai - 5th March 2022
- Health Tips Hindi - 4th January 2021
- Ramadan Hadith - 4th January 2021