Islamic Blog

③ Cheeze Insan Ke Imaan Ko Zaaye Kar Deti Hai,

☞ MusaLman Ka Imaan Ki Ne’amat
Hone Par ALLah Ta’aLa Ka
Shukriya Adaa Na Karna,

☞ MusaLman Ka Imaan Ke SaLb
(Nikala ya zaaya)
Ho Jaane Se Be Khof Hona,

☞ MusaLman Ka Deen Daaro Se
Nafrat Karna,

📗:- AmaL Se Zindagi
Banti Hai-297.

CHHOTI SI GAFLAT
K A
B H A R I NUQSAN
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔

【13】Aap Ghair Mahram Ke Saamne
Apne Poshidah Aazaa KhoLa Tha
KaL Qayaamat Ke Din Aap
Ko TaarkoL Ka Garam Libas
Pahnaya Jaayega,

【14】Aap Ghair Mahram Se Apni Jinsi
Pyas Bujhaate The
KaL Qayaamat Ke Din Aap
Pyaase Uthaaye Jaaoge,

【15】Aap Ko Ghair Mahram Ki Wajah
Se Shahwat Ubharti Thi
KaL Qayaamat Ke Din Aap
Ki Sharam Gaaho Ko Jahannam
Ki Aag Me Dahkaaya Jaayega,

【16】Aap Ghair Mahram Ke BaaLo Me
UngaLiya Ferte The
KaL Qayaamat Ke Din Aap
Ko BaaLo Se Pakar Kar
Jahannam Me Latka Diya Jaayega,

【17】Aap Ke Pistan Par Ghair
Mahram Mard Ne Haath Fera
KaL Qayaamat Ke Din Aisi
Faahisha Aurat Ko Pistan Ke
BaL Latka Diya Jaayega,

【18】Aap Ne Zeena Kar Ke Apne Paani
Ko Bahaya Tha
KaL Qayaamat Ke Din Uski
Sharamgah Se Badbudar
Hawa NikLegi,

📗:- AmaL Se Zindaghi
Banti Hai-147.

Masbooq Aur Laahiq -1 ✺
◆◇◆◇◆

★ Jis shakhs se imaam ke pichhe Namaz ki kuchh raka’ate reh gayi ho aur wo baad ki raka’ato me imaam ke saath shareek usko masbooq kehte he’n, maslan Jo shakhs imaam imaam ke saath doosri raka’at me shareek hua wo Masbooq he,

★ Masbooq Aakhri qa’ade me imaam ke pichhe sirf Attahiyat padhe aur imaam ke salaam ferne ka intezar kare fir jab imaam salaam ferle to khada ho jaye aur jitni raka’ate reh gayi ho wo poori kare,

★ Agar ek raka’at reh gayi ho to uthkar jis tarah pehli raka’at padhi jati he Sana se shuru kare aur Surah Fatiha aur Surat padhkar raka’at puri kare, Aur agar do raka’ate reh gayi ho to uthkar pehli do raka’ato ki tarah padhe,

★ Agar 3 raka’ate reh gayi ho to pehli raka’at Sana se shuru karke Surah Fatiha aur koi Surat padhe aur us raka’at per qa’ada kare, doosri raka’at me Surah Fatiha aur Surat padhe aur Teesri me sirf Surah Fatiha padhe aur aakhri qa’ada kare,

★ Jo shakhs ibtida me imaam ke saath namaz me shareek hua tha magar kisi vajah se uski baad ki raka’ate imaam ke saath nahi hui usko “Laahiq” kehte he’n, maslan Jo shakhs imaam ke saath pehli raka’at me shareek tha magar doosri raka’at me kisi vajah se shareek nahi raha Laahiq he,

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm