Islamic Blog

Question-01..

🎆Milaad manana Biddat hai…
Kya Sahaba ne Kabhi milad manaya hai jaise aap log manate ho ?

27a1Answer-01..

1f4bb💻Watch/download this Video from Youtube

📧“Allama Kokab Noorani Okarwi 12th Rabi ul awal”
http://m.youtube.com/watch?v=wpzh8YmC2tM

🌠Is Video me kuch points jo Allama Sahab farmate jiski mafum hai,…

🎆Biddat ki definition hi nahi pata munqirin ko Aise lakhon kaam hai jo Sahaba ne nahi kiya tum karte ho…

🌠Agar aisi chiz biddat hai jo Aaqa-e-Kareem ﷺ ke zamane me nahi thi aur ab hai toh kya Tum the us zamane ???
(Yaani tum to khud Chalti phirti biddat ho)”.

27a1Question-02

🎆Agar Milaad-un-Nabi ﷺ ka din Eid hai toh phir Hamara is din Roza rakhna kaisa kyunki Eid ke din toh Roza nahi rakha sakte ???

27a1Answer-02..

🎆Beshak Aaqa-e-Kareem ﷺ ki wiladat ka din Eid hai.

🌠Hadeeson me Jumma ke din ko Eid kaha gaya hai…

🎆“Juma’a ka din sab dino ka sardar hai,
ALLAH ke nazdik sabse bada hai aur wo ALLAH ke nazdik “Eid-ul Azha” aur “Eid-ul Fitr” se bada hai..”

📗[Sunan Ibne Majah, Jild 2, Page No. 8,Hadith No. 1084]

🎆Ramzan Sharif me 4-5 Jumma aate hain magar is se Rozon ki farziyat par koi farq nahi padhta aur na hi waise Jumma ke din roza rakhne me koi harj hai….

🌠Isliye Eid-Milaad-Un-Nabi ﷺ ke din bhi Roza rakhna jaiz hai.

🎆Bhaiyon behtar yeh hi hai ki hum bhi Eid-e-Milaad ka din Roza rakhkar Guzarein ki yeh Sahaba Ikram ki bhi Sunnat hai,….

🌠“Sahaba Aur Tabain Aur Digar Ahle Islam Ne Peer Ke Din Ka Roza Rakh Kar Bhi Milaad Manaya”

📕(Abu Daawud Jild-1, Safa-331)

2b06Continue….

As-salam-o-alaikum my selfshaheel Khan from india , Kolkatamiss Aafreen invite me to write in islamic blog i am very thankful to her. i am try to my best share with you about islam.
mm