Islamic Blog

MOHARRAM-UL-HARAM WAQIYA PART 9

MOHARRAM UL HARAM WAQIYA PART 9

HAZRAT MUSLIM ka badan mubarak khasta ho gya aur ek patthar apki peshani per laga. khoon baihne laga us waqt aapne MAKKA ki taraf rukh karke kaha: “A HUSSAIN” kuch aapko apne bhai ki khasta jigar ki bhi khabar hai ke us per kiya guzri aur kufiyo ne uske saath kya kiya? Afsos ki mere […]

IMAAM HUSAIN KI SHAHADAT KI KHABAR PEHLE HI SE

MOHARRAM UL HARAM WAQIYA

IMAAM HUSAIN KI SHAHADAT KI KHABAR PEHLE HI SE . Hazrat umme fazal kehti he k mene puchha ae allah k nabi mere maa baap aap par qurban hon apko kya hua aapne farmaya abhi mere pass jibrail alyhsslam aye the unhone mujhe bataya h k meri ummat k (yani musalmano hi se kuchlogo ki […]

MOHARRAM-UL-HARAM WAQIYA PART 8

Karbala

HAZRAT IMAM MUSLIM RADI ALLAHU TA`ALA ANHU jab kufa pahuche to bewafa kufiyo ne aapke hath per bait karke fir aapse muh mood liya aur aapka sath choor diya. IMAM MUSLIM RADI ALLAHU TA`ALA ANHU tanha raih gye. raat ka waqt tha. ibne ziyaad ne apki giraftari ke liye shaher ke charo taraf kadi nigrani […]

MOHARRAM-UL-HARAM WAQIYA PART 7

karbala photos

HAZRAT IMAM MUSLIM RADI ALLAHU TA`ALA ANHU ko is surte haal ka pata chala to aapki rage hashmi josh me ayi. apne dono baccho ka kazi-A-shaher ke ghar me rawana karke muhib ahle bait ko bulaya to aapki awaaz per juk-der-juk aadmi ane shuru hue .40,000 logo ne milkar shahi mahel ko gher liya. kareeb […]

Birth Anniversary of Bibi Zainab a.s

Hazrat Bibi Syeda Zainab

السلام علیکِ یا ثانیِ زہراء (ع) السیدہ بی بی زينب الکبری (ع) بنت الامام علی (ع) شعبان المعظم 1، یوم ولادت باسعادت ثانیِ زہراء (ع) عقیلہ بنی ہاشم السیدہ بی بی زينب،الکبری (ع) بنت الامام علی (ع) مبارک … ذكرى ولادة ثانیِ زہراء (ع) عقیلہ بنی ہاشم السیدہ بی بی زينب الکبری (ع) بنت الامام […]

Hazrat ali akbar [a.s]

Karbala

hazrat Ali Akbar (a.s.) was the son of Imam Hussain (a.s.). He was a handsome young man of eighteen. His mothers’ name was Umm-e-Laila (a.s.). He was also a brave soldier. He had been taught fencing and archery by Hazrat Abbas (a.s.). He so much resembled the Holy Prophet (phuh&hf) that Imam Hussain (a.s.) was […]

Felicitations (Salawat) on Imam Hussain (as)

ya hussain

O Allah send blessings on Husayn, Thy bondman, Thy friend, the son of Thy Messenger, the offspring of “Mercy”, the prime leader of the people of the Paradise, much and more blessings than Thou had bestowed upon any descendant of the Prophets and Messengers. O Allah send blessings on Husayn bin Ali, the much tormented […]

MOHARRAM-UL-HARAM WAQIYA PART 5

muharram wallpapers 02

kufiyo ke baar- baar israr per HAZRAT IMAM HUSSAIN RADI ALLAHU TA`ALA ANHU kufa tashreef le jane per aamaada ho gye lekin halaat ka pata lagane ke liye aapne paihle apne chacha zaad bhai HAZRAT MUSLIM BIN AQEEL RADI ALLAHU TA`ALA ANHU ko waha bheja. HAZRAT MUSLIM se farmaya ke tum waha jakar mere liye […]

MOHARRAM-UL-HARAM WAQIYA

MOHARRAM UL HARAM WAQIYA

HAZRAT IMAM MUSLIM RADI ALLAHU TA`ALA ANHU jab kufa pahuche to 12000 se ziyadah iraaqiyo ne HAZRAT IMAM HUSSAIN RADI ALLAHU TA`ALA ANHU ki bait IMAM MUSLIM ke hath per karli. ye surte haal dekhakar IMAM MUSLIM ne HAZRAT IMAM HUSSAIN RADI ALLAHU TA`ALA ANHU ko likha ki aap jald tashreef le aye. udhar jab […]